Rizwan9 مراسلہ: 9 جنوری 2011 Report Share مراسلہ: 9 جنوری 2011 1) mein aksar zauhar or magrib kay farz kay baad jo naflein hoti hain mein us mein qaza-e-umri namaz ada karta hoon tu kya sahee hai 2) ziyadah tar mein zahur or magrib ki nafil namaz ki jaga fajar ki qazai umri ada karta hoon zaroori tu nahin hai kay zahur mein zuhar ki ada ki jaye mein zahur ki nafil namaz ki jaga fajar ki qazai umri ada kar laita hoon kya sahee hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 9 جنوری 2011 Report Share مراسلہ: 9 جنوری 2011 bhai jab tak Faraiz ada na kar leay jain Nwafil Darja-e-Qubooliat ko Naheen phunchtay. lihaza pehlay faraiz ki adayegi krna zroori hay. On 1/9/2011 at 11:17 AM, Rizwan9 said: 1) mein aksar zauhar or magrib kay farz kay baad jo naflein hoti hain mein us mein qaza-e-umri namaz ada karta hoon tu kya sahee hai Yeh amal bahut hi acha hay , isay jaari rakheay , aor jald az jald apni tmam qaza nmazain ada farma lain.. Jazak Allah On 1/9/2011 at 11:17 AM, Rizwan9 said: 2) ziyadah tar mein zahur or magrib ki nafil namaz ki jaga fajar ki qazai umri ada karta hoon zaroori tu nahin hai kay zahur mein zuhar ki ada ki jaye mein zahur ki nafil namaz ki jaga fajar ki qazai umri ada kar laita hoon kya sahee hai Aesa krna bahut acha hay , aap nwafil ki jga qaza nmazain ada kia krain ... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔