Rizwan9 مراسلہ: 9 جنوری 2011 Report Share مراسلہ: 9 جنوری 2011 (ترمیم شدہ) 1) jab jummay ki azan ho jati hai tu mein jummay ki 4 sunnatein pehle parh laita hoon yani jab imam sahab bayan khatam kar kay logon ko jummay ki 4 sunnatein parhne ka bolte hai tu mein nahin parhta is liye kay mein pehle parh chuka hoon kya aisa karna sahee hai 2) jummay ki sari rakaaton mein niyyat jummay ki karni chaye ya zahur ki PLZ bataye Edited 9 جنوری 2011 by Rizwan9 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 9 جنوری 2011 Report Share مراسلہ: 9 جنوری 2011 On 1/9/2011 at 11:14 AM, Rizwan9 said: 1) jab jummay ki azan ho jati hai tu mein jummay ki 4 sunnatein pehle parh laita hoon yani jab imam sahab bayan khatam kar kay logon ko jummay ki 4 sunnatein parhne ka bolte hai tu mein nahin parhta is liye kay mein pehle parh chuka hoon kya aisa karna sahee hai Aesa karnay main koi harj naheen. On 1/9/2011 at 11:14 AM, Rizwan9 said: 2) jummay ki sari rakaaton mein niyyat jummay ki karni chaye ya zahur ki PLZ bataye tmam Rakaton main Niyyat Jumma-tulMubrik hi ki krni chaeay http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=29757 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qaseem مراسلہ: 28 فروری 2011 Report Share مراسلہ: 28 فروری 2011 (ترمیم شدہ) 2) jummay ki sari rakaaton mein niyyat jummay ki karni chaye ya zahur ki PLZ bataye wallahu taalaa aalam...wa rasooluhoo aalam, sallahu taala alaa Muhammad--wa ala aalihee wa baaraka wasallam regards, was salam Edited 2 مارچ 2011 by Usman Razawi Ghalat Jwab Remove kar dea gya hay. Jazak Allah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 2 مارچ 2011 Report Share مراسلہ: 2 مارچ 2011 Namaze Jumu'a ke faqat 2 Farz hen is shart ke sath ke Imam ke peeche Jamaat ke sath adaa kiye jaaye... baqi tamam 12 Rakaten Zohr ki hi hoti hen... bhai aapka jwab ghalat hay. Zuhr ki niyat karnay ki ijazat naheen , Jummay ki niyat krain ge Jabhi Nmaz ada hogi. http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=29758 ......................... 2nd post main mufti sahib ki traf say tasdeeq bhi add kar di gayi hay. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔