Jump to content

Kuch Karobari Masail

alSaifiya

تجویز کردہ جواب

(salam):lol:

(bis)

Mere 2 Sawal hain jinke baray mein main bohot tension mein hoon aur bohot Dar hai ke koi ghalti na ho jaye :unsure:

1) Hum poori family Italy mein rehtay hain aur yahan Amigration khulnay wali hai yeh yahan 3 ya 4 saal baad kabhi kabhi 2 saal baad khulti hai . aur Jaisa ke hum sab jantay hain ke Pakistan se lakhon log har baar apnay Document Jamma karatay hain ab Masla yeh hai ke hum yahan par apna Buisness kartay hain . Yahan " Arco " naam ki Mashahoor Courier Service hai Pooray Europe mein balke Duniya mein aur in ke ek Branch ka contract humaray paas hai yani wahan Humari Labour kaam karti hai aur hum Amigration ke jitnay Chahay Visas Qanooni tor pe nikalwa saktay hain yeh poochna chahta hoon agar hum apni Firm ke naam pe Visay nikaal ke frokht karain toh kya yeh Jaiz ho ga aur yeh kamayi Haram to nahin ho gi ??

1 (al) Kaam humara apna hai Allah ke Fazal se .

2 Sab kuch Qanooni tor pe jaiz hai koi 2 numbari ya Genti nahin hai

Toh kya hum Visay nikalwa ke bech saktay hain ??? yahan par log fi Visa 12 se 14 ya 15 Laakh letay hain jubke hum 10 lakh lein ??

In short Agar yeh Sab Jaiz hai toh agah kar dein takeh hum Visay Apply kar dein aur Nikalwa ke Farokht kar sakein aur agar yeh Na Jaiz hai toh bhi Agah kar dein Takeh mein Apnay Bhai aur Abu ko ( Jo ke yeh Buisness chalatay hain ) ko Manna kar sakoon .

########################

2) Jaisay ke Upar main ne bayan kiya ke hum Arco Courier Service ke liye kaam kartay hain humara unke saath 2 saal ka contract hai (al) Allah ke Fazlo karam se wahan humari Labor kaam karti hai toh Humain har Mahinay ek Boosta/Tankhwa milti hai yani is mein se hum ne Mazdooron ko bhi unki Tankhwa poori ek ek paisa deni hai aur Apni bhi Kamayi nikalni hai aur Gov ke 2 qisam ke Tax bhi Jamma karwanay hain

1 pehla Tax Mazdooron ka hai jo ke Unki aur Humari kamayi mein se Gov. ko Dena hai yeh Tax har Mahinay dena lazmi hai iskay baghair kaam nahin chal sakta . aur Yeh Jamma karana Mazdooron ka Haq haq hai jo hum ne Jamma karana hai aur (ia) Allah ki Tofeeq se jab tak yahan humara Rizaq likha hai Jamma karwayain ge .

2 doosra Tax Gov. leti hai yeh Jamma karwayain ya na karwayain kaam chal jata hai Yeh Tax ke uppar Tax hai jo Gov. leti hai . is Tax ka Labour Companay ya kisi se kuch lena dena nahin balkeh yeh tax Gov. leti hai aur is ko Jamma na bhi karwaya jaye to kaam chalta hai . ab yeh poochna chahta hoon agar hum yeh Tax Jamma na karwayain aur khud hi rakh lein apni Kamayi mein Add kar ke to kya Jaiz hai ?? jabke is se kisi bhi mazdoor ka ya jinke liye hum kaam kartay hain ka koi nuqsan nahin ??

Baraye meharbani is baray mein agar Mufti Hazrat se kuch Fatwa waghaira ya Hidayat mil Jaye to Meharbani ho gi . aur agar zayda Mufti Hazrat aur Ahle Ilam ka in Amoor pe Fatwa/Mashwarah Mil Jaye to bohot nawazish ho gi .

Main bohot Darta hoon Allah Paak (azw) Haram se bachaye humain .:(

Aur Sabko Halal khanay ki Tofeeq Aata farmaye

(ja)

Edited by alSaifiya
Link to comment
Share on other sites

(wasalam)

http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=28157

http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=28158

(azw)(ja)

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...