Mezaab مراسلہ: 23 مارچ 2007 Report Share مراسلہ: 23 مارچ 2007 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
farooqrashid مراسلہ: 23 مارچ 2007 Report Share مراسلہ: 23 مارچ 2007 ROOH KAMZOR HO JATA HEY. Yani muzakkar ka seegha use kya gaya hey.....any reply about it? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 24 مارچ 2007 Report Share مراسلہ: 24 مارچ 2007 (ترمیم شدہ) JazakAllah Bahi Lekin Meray Kiyal Main Is Main Ek Mistake Hai Wo Yeah Hai Kay Ap Allah Taala Kay Leyae Hain Ka Lafz Istimal Kiya Hai Hum Sab To Yahan Per Musalman Hain Lekin Agar KOi Non-muslim Aa Jata Hai To Wo To Hain Ko ek se ziyada Leyga Jo Kay Galat Ho Ga Is Leyae Ulma-e-Ahle-sunnat Yeah Hi Farmatey Hain Kay Allah Azawajal Kay Leyae (To & Hai) Use Kiya Jaye Umeed Hai Ap Meri Bat Samaj Gay Hoon Gay plz Apni Post Ko Edit Karain JazakAllah Edited 24 مارچ 2007 by madina_dil_de_undar اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 24 مارچ 2007 Report Share مراسلہ: 24 مارچ 2007 Meezab: ... nice post... farooqrashid: Jee Rooh key liye Mo'anis ka seegha istimal hota hai... article mein sahw hai.. madina_dil_de_undar: Mudasir bhayi aap ney sahi fermaya hai.. tafseeli jawab Yahaan mojod hai... Allah Key Liye Tu ya Aap az Mufti Faiz Ahmad Owaisi Sahib اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
farooqrashid مراسلہ: 24 مارچ 2007 Report Share مراسلہ: 24 مارچ 2007 Meezab: ... nice post... farooqrashid: Jee Rooh key liye Mo'anis ka seegha istimal hota hai... article mein sahw hai.. madina_dil_de_undar: Mudasir bhayi aap ney sahi fermaya hai.. tafseeli jawab Yahaan mojod hai... Allah Key Liye Tu ya Aap az Mufti Faiz Ahmad Owaisi Sahib 3802[/snapback] Jazak Allah bhai.......jawab deney pey. Lekin..........!!! Rooh moanas hey ya muzzakar? Shetan muzakkar hey ya moanas hey? Iss ka jawab mujhey lughat sey nahi Quran o Hadees k hawaley sey chahiey. Plz reply. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 24 مارچ 2007 Report Share مراسلہ: 24 مارچ 2007 Jazak Allah bhai.......jawab deney pey.Lekin..........!!! Rooh moanas hey ya muzzakar? Shetan muzakkar hey ya moanas hey? Iss ka jawab mujhey lughat sey nahi Quran o Hadees k hawaley sey chahiey. Plz reply. 3806[/snapback] Meri Naqis Malomat key mutabiq Rooh Moanis hi hai... aur shaitan muzakar hai... Quran-o-Hadees ka jawab arabi sey hoga.. aur arabi mein Rooh ko moanis ya muzakar sabit kernay ka jawab tu arabi jan'ney wala hi dey sakta hai.. ager aap key pas Rooh key muzakar honey ki daleel hai tu paish kijiye. chahey Lughat hi sey kiyon na hoo... ager jawaban daleel marey pas na hoyi tu maan lein gey.. ghalti ko man'ney sey izat mein kami nhin hoti... Wasalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 24 مارچ 2007 Report Share مراسلہ: 24 مارچ 2007 Sag-e-Attar Bahi Apne Bilkul Sahi Bat Ki Hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔