Madani Munna مراسلہ: 22 مارچ 2007 Report Share مراسلہ: 22 مارچ 2007 (ترمیم شدہ) Wrriten By Ameer-e-Ahle Sunnat Hazrat Allama Molana Muhammad Ilyas Attar Qadri(Ghufrlahu) ]Marhaba Aaj Cahalian Gay Sah-e-Abrar Kay Pass InshahAllah POhanch Jain Gay Sarkar Kay Pass Peash Karney Kay Leyae Kuch Nahi BadKar Kay Pass D'eroon Eisyian Hain GunahGaroon Kay Sardar Kay Pass Mil Chuka Ezn Mubarak Hoo Madiney Ka Safar Kafilay Waloo Chaloo Dilbar-o-Dildar Kay Pass Khoob Ro Ro Kay Wahan Ghum Ka Fasana Kehna Ghamzadoo Aao Chalain Ahmed-e-Muktar Kay Pass Main Gunahgar Gunahoon Kay Siwa Kiya Lata Nejiyan Hoti Hain Sarkar NikoonKar Kay Pass Sar B Khum Aank B Nam Shram Se Pani Pani Kiya Karay Nazar Nahi Kuch B Gunahgar Kay Pass Aank Jab Gumbad-e-Kuzra Ka Nizara Kar Lae Dam Nikal Jay Mera Kash Dar-e-Yar Kay Pass Aarsaey Hashar Main Jab Rota Bilakta Dekha Reham Khatey Hoey Door Aaey Wo BadKar Kay Pass Mujrimoon! Itna B GhubRao Na Mehshar Main Tum Mil Kay Chaltey Hain Sabhi Apne MadadGar Kay Pass Doonon Aalam Ki Bhla'e Ka Sawali Ban Kar Ek Bikari Hai Kara Ap Kay Darbar kay Pass Shah-e-Wala Yeah Madiney Ka Baney Dewana Ek Bikari Hai Kara Ap Kay Darbar kay Pass Apna Ghum Chasam Nam Aor Rikat-e-Kalbi Dejeye Ek Bikari Hai Kara Ap Kay Darbar kay Pass Kalb Betab Milay Seena Madinah Ho Jaey Ek Bikari Hai Kara Ap Kay Darbar kay Pass Husn-e-Ehklaq Milay Bheek Main Ehklas Milay Ek Bikari Hai Kara Ap Kay Darbar kay Pass Aaz-Peay Ghus-o-Raza Kufl-e-Madinah Mil Jaey Ek Bikari Hai Kara Ap Kay Darbar kay Pass Estikamat Isay Ema'n Pey Aata Kar Dejay Ek Bikari Hai Kara Ap Kay Darbar kay Pass Hai Madiney Main Shahadat Ka Yeah Mangta Moola Ek Bikari Hai Kara Ap Kay Darbar kay Pass Kabr-o-Hashar Main Aaman Ka Hai TalabGar Huzoor Ek Bikari Hai Kara Ap Kay Darbar kay Pass Nar-e-Dozak Se Reha'i Ka Milay Parwana Ek Bikari Hai Kara Ap Kay Darbar kay Pass Is Ko Janat Main Jawar Apna Aata Ho Daata Ek Bikari Hai Kara Ap Kay Darbar kay Pass Ap Se Ap Hi Ka Hai Yeah Sawali Aaqa Ek Bikari Hai Kara Ap Kay Darbar kay Pass Kabr Main Yhoon Hi Nakiro! Nahi Aaya Un Ki Hai Ghulami Ki Sanad Dek Lo Attar Kay Pass Hai Ghulami Ki Sanad Dek Lo Sag-e-Attar(s) Kay Pass Edited 22 مارچ 2007 by madina_dil_de_undar اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 22 مارچ 2007 Report Share مراسلہ: 22 مارچ 2007 Brother... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔