Maysum مراسلہ: 21 دسمبر 2010 Report Share مراسلہ: 21 دسمبر 2010 As salamualaikum! muje kuch roz pehle aik txt msg mila jis may likha tha k "Muhammad" ye spelling galat hn jb ke "Mohammad" thek hain kia koi explain ker sakta hai? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
alSaifiya مراسلہ: 21 دسمبر 2010 Report Share مراسلہ: 21 دسمبر 2010 (ترمیم شدہ) Bhai kuch U use kartay hain kuch log O. Pakistan mein main ne jahan tak dekha hai log zayda tar U use kartay hain waisay U ke saath pesh ki awaz O ki nisbat zayada behtar nikalti hai is liye yeh meri raye hai ho sakta hai main ghalat hoon lekin U mujhay to zayda theek lagta hai lekin chunkeh dono spellings log use kartay hain is liye dono sahi hain . Lekin meri zati raye yeh hai keh " Muhammad " theek hai kiyunkeh MO se pesh ki awaz sahi nahin nikalti . Edited 21 دسمبر 2010 by alSaifiya اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔