Eccedentesiast مراسلہ: 3 دسمبر 2010 Report Share مراسلہ: 3 دسمبر 2010 Gold Mine International ka business najaiz hay , aor is main kaam krnay walon KMAYI HARAM HAY , Mufti Akmal Qadri aor Mufti Rafeeq-Ul-Hasani nay is k jwaz ka fatwa irshad farmaya hay laikin Dar-Ul-Ifta Ahl-e-Sunnat K Mufti Ali Asghar Madani nay ispar aik kitabchah tyar farmaya hay jis main is business ki tmam shiqon par Tafseel say bahs ki hay aor mujawezeen k fatwa ka radd farmaya hay ... Fatwa Bama Taqreezat-e-Ulama-e-Kiram: GMI ka member bannay ki Shar'i Hesiat: Read Online: http://library.faiza...ndex.php?id=581 http://www.trueislam.info/BooksLibrary/UrduBooks/ubooks/94GmiKiSharaeHaisiat/index.htm Download: http://library.faiza...load.php?id=581 Pdf: http://www.trueislam.info/Downloads/BooksLibrary/UrduBooks/ubooks/94GMIKiSharaeHaiseat.pdf Exe: http://www.trueislam.info/Downloads/BooksLibrary/UrduBooks/ubooks/94GMIKiSharaeHaiseat.exe .... Read Online: http://www.trueislam...atawa/index.htm Download This Fatwa: http://www.trueislam...a/GMIFatawa.pdf http://mufti.faizane...wer.php?Q=26777 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aashique-Mustafa مراسلہ: 3 دسمبر 2010 Report Share مراسلہ: 3 دسمبر 2010 Gold Mine International ka business najaiz hay , Mufti Akmal Qadri aor Mufti Rafeeq-Ul-Hasani nay is k jwaz ka fatwa irshad farmaya hay laikin Dar-Ul-Ifta Ahl-e-Sunnat K Mufti Ali Asghar Madani nay ispar aik kitabchah tyar farmaya hay jis main is business ki tmam shiqon par bahs ki gayi hay aor mujawezeen k fatwa ka radd farmaya hay ... yeh kitabchah jald hi publish hojaye ga ... Insha Allah http://mufti.faizane...wer.php?Q=26777 Ye ek firoi masla hai or firoi masail mein ikhtilaf rehmat hota hai... jaise or bhot se masail mein ulama e ahle sunnat ka ikhtilaaf hai,, video, loudspeaker etc. etc. isi tarah is mein bhi hai,, to jo jis Mufti k Fatwe per Amal kare us k liye wo sahi hoga,, to agar koi Mufti Akmal k Fatwe per Amal kar k is se rozi kamae to ham use Haram nahi keh sakte,, q k wo ek Mufti e Waqt k fatwe per amal kar raha hai Hamare Mohalle ki Masjid k Imam sahab ne isi tarah k aik mutanaza masle per yehi farmaya tha k jb kisi masle per Ulama ka Ikhtilaf ho jata hai,, to wo kam asal mein jaiz hi hota hai haan behtar yehi hai k usse bacha jae,, magar agar Jawaz k Qail Mufti k Fatwe per amal kare to Muwakhiza nahi.. Wassalam 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 4 دسمبر 2010 Author Report Share مراسلہ: 4 دسمبر 2010 Aashiq-e-Mustfa bhai, Note:First Post Main Fatwa Add Kr Dea Gya Hay. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 5 دسمبر 2010 Author Report Share مراسلہ: 5 دسمبر 2010 On 12/3/2010 at 8:53 PM, Aashique-Mustafa said: Ye ek firoi masla hai or firoi masail mein ikhtilaf rehmat hota hai... jaise or bhot se masail mein ulama e ahle sunnat ka ikhtilaaf hai,, video, loudspeaker etc. etc. isi tarah is mein bhi hai,, to jo jis Mufti k Fatwe per Amal kare us k liye wo sahi hoga,, to agar koi Mufti Akmal k Fatwe per Amal kar k is se rozi kamae to ham use Haram nahi keh sakte,, q k wo ek Mufti e Waqt k fatwe per amal kar raha hai Hamare Mohalle ki Masjid k Imam sahab ne isi tarah k aik mutanaza masle per yehi farmaya tha k jb kisi masle per Ulama ka Ikhtilaf ho jata hai,, to wo kam asal mein jaiz hi hota hai haan behtar yehi hai k usse bacha jae,, magar agar Jawaz k Qail Mufti k Fatwe per amal kare to Muwakhiza nahi.. Wassalam Answer By Mufti Sahib: Goldmine international main kam krnay walon ki kmayi haram hay , firoyi maslay main ikhtelaf us waqt rahmat hota hay jab saamnay walay k pas dalail mojood hon , saamnay wala jab us cheez ko ghalat dalail say sabit kr rha hay to is cheez ka koi ilaj naheen hay , wrna istrah to har maslay k andar yehi krain ge k yeh to firoyi masla hay aor firoyi maslay k taht aap tmam cheezain karna shuroo ho jain ge ..... aesa naheen hay , dekha jaye ga k saamnay walay k dalail kia hain aor jo najaiz keh rhay hain aaya un k pass unkay dalail ka jwab hay ya naheen aor jo najaiz keh rhay hain unhon nay jo dalail deay hain unka jwab jwaz walon k pass hay ya naheen , mukammal tahqeeq hoti hay uskay bad kisi maslay main ikhtelaf-e-ummat rahmat hay aor kisi maslay main aasani hoti hay .. har maslay main istrah naheen hota. http://mufti.faizane...wer.php?Q=26905 2 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 26 فروری 2011 Author Report Share مراسلہ: 26 فروری 2011 Yeh fatwa Ulama-e-Kiram ki taqreezat k sath kitabi shakal main www.faizaneattar.net par bhi upload ho chuka hay. Fatwa Bama Taqreezat-e-Ulama-e-Kiram: GMI ka member bannay ki Shar'i Hesiat: Read Online: http://library.faiza...ndex.php?id=581 http://www.trueislam...isiat/index.htm Download: http://library.faiza...load.php?id=581 Pdf: http://www.trueislam...araeHaiseat.pdf Exe: http://www.trueislam...araeHaiseat.exe 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔