Jump to content

داتا،گنج بخش، غوث اعظم کون؟ خدا یا دیوبندیوں کا بزرگ؟


Khalil Rana

تجویز کردہ جواب

  • 4 weeks later...

Deo ke bandio specially Sarfraz Ghakarvi ne in bato ke taweel ye ky hay k "Mafoq ul Asbab" madad shirk hay vase jaiz hay.

 

Jahan tak mujhy yad hey ye ghakarvi mantaq "taskeen us sadoor" me hay. Is kitab ka jawab kisi sunni alim ny diya tha...agar wo jawab ho tu yahan scan paish ker dain...jazak Allah.

 

Deoband ka munafqana fatwa

fatwa.JPG

Link to comment
Share on other sites

Deobandio ke madad ke taqseem yani (a) mafooq ul Asbab madad & (B) Tehtul Asbab madad (Amoor e adiya) inky ghar ke shariat hay.Islam me Shirk ka taluq Asbab,Waqt,distance etc se nahi... kion k Allah inn se Pak hay.

 

Hairat hoti hey key Deoband ky Pandit bhe intney budhu hain key wo Hussain Ahmed Congressi ke Hazrat Mola Ali (ra) se mushkil kushay ko zamanay (Waqt ) per dependent ker rahy hayin.

 

Wasey Hussain Ahmed Congressi ny Hazrat Ali(RA) ko ap k wisal ky bhut arsy baad mushkil kusha maan ker he, is deobandi daleel ko batil ker diya ky Madad ky Shirk hony ka taluq Zamany se nahi.

 

 

Kam az kam deo k bandy ye tu maan gaey k Amoor e adiya me kisi ko Muskil Kusha,Hajat rawa,Ghous keh ker pokara ja sakta hay.

 

Ab ye kon decide karey ga ky Amoor e Adiya kon se hain....aek kaam jo mairey leay Aaam sa hay vo kisi dosry k leay Muhal ho sakta hay.

 

Example-1:

agar me apny friend ko jo meray sath class me ho ose kahon ke mujhay aik glass pani pilaa dey tu ye meary dost k leay mumkin aor Amoor e adiya howa.Aor agar me apny Larkana me mojood dost ko kahon tu us k leay ye mumkin nahi.

 

Example-2:

agar me apny friend ko jo meray sath class me ho kahon ky wo mujhay apni car sell ker dai (farz kary us ky pass car nahi ) tu ye meary us dost k leay mumkin nahi per maira wo dost jo Larkana gaya howa hay vo larkana se he mujhay car cell ker sakta hay

 

.

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...
  • 4 months later...

Shaitan kay pujari( Sarfaraz khan Safdar Ghakarvi) ke khud sakhata ijad kerda biddati aqeeday "shirk based on Mafoq ul Asabab & MaTehtul Asabab madad " is exposed in detailed.

 

Molvi Sharfaraz ney ye khud sakhta aqeeda kitab "Guldasta e Toudeedt" may tehreer kiya. Is aqeeady k mutabiq agar asabab ke sath kisi se madad mangi jaey tu jaiz nahi tu shirk.Is fazool taweel k bawajood bhe vo deobandi akabireen ko Ismaeel Dehlvi ke Shirk ke machine se nahi bach asaka

 

1.jpg

2.jpg

3.jpg

4.jpg

5.jpg

6.jpg

7.jpg

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...