Jump to content

Kitna Qatra Niqalay To Wuzu Toota Hai


Bismillah

تجویز کردہ جواب

4jovfk.jpg

 

peshab kay kitnay qatray niqlay to wuzu toota hai? yani keh baaz oqaat wuzu kay baad peshaab ki nali ki nok pe kuch pani chamk raha hota hai ab pata nahi hota keh chaltay chaltay wo qatray ki soorat ikhtiaar kar kay gir jaey ga ya wahi say andher chala jaey ga, qatray ka bhi khaas pata nahi keh wo kitna hota hai, isliey mainay poocha keh kitna qatra niqlay aur bahay tab wuzu toota hai.

Edited by Bismillah
Link to comment
Share on other sites

 

On 11/21/2010 at 5:57 AM, Bismillah said:
 



peshab kay kitnay qatray niqlay to wuzu toota hai? yani keh baaz oqaat wuzu kay baad peshaab ki nali ki nok pe kuch pani chamk raha hota hai ab pata nahi hota keh chaltay chaltay wo qatray ki soorat ikhtiaar kar kay gir jaey ga ya wahi say andher chala jaey ga, qatray ka bhi khaas pata nahi keh wo kitna hota hai, isliey mainay poocha keh kitna qatra niqlay aur bahay tab wuzu toota hai.

 

 


(wasalam)

Peshab ka aik qatra bhi nikla agarcheh nok par hi nikla , wuzu toot jayega.

http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=26402

 

 

 

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

konsay dr say poocho, mainay to net pe research ki hai meri maloomat kay mutabiq to pata bhi nahi keh qatra kyon ata hai to ilaaj kaissay ho ga, aap apnay kareebi kissi desi dr say poochiey ga shaed unhein maloom ho,

iss ka koi wazeefa bhi hoga, wo main bhool gaya

Edited by Bismillah
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...