Bismillah مراسلہ: 17 نومبر 2010 Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2010 Hajj aur Umray main kya farq hai? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 17 نومبر 2010 Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2010 On 11/17/2010 at 11:16 PM, Bismillah said: Hajj aur Umray main kya farq hai? Kitab Hmara Islam say makhoz : Haj: Haj k lughwi Mana Qasd-o-Irada kay hain - aor Istelah-e-Shareat main haj nam hay Ehram bhandh kr 9ween Zilhajah ko Arfat main thehrnay Aor Kaba-e-Muazamah k twaf ka , Makkah k mukhtalif mqamat-e-muqadisa main hazir hokar kuch aadab-o-aamal bja lana bhi haj main shamil hay , haj k leay aik khas waqt muqarrar hay keh is main yeh Af'aal keay jain to haj hay warna naheen Umrah : Ehram ki halat main Khaana-e-Kabah ka twaf aor Twaf k bad Safa-o-Marwah par Sa'yi in donon k majmooa ka naam umrah hay . iskay leay koi waqt muqarir nahene bkhlaf haj kay k is ka waqt muqarir hay kisi aor waqt main naheen hoskta . اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 17 نومبر 2010 Author Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2010 yani keh jab koi haj karta hai to uska umra bhi ho jata hai. kyon keh Ehram ki halat main Khaana-e-Kabah ka twaf to already haj main say hai aur baqi sirf Safa-o-Marwah par jana reh jata hai, agar aap haj keh baad Safa-o-Marwah par chalein to haj bhi ho gaya aur umra bhi. nahi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 17 نومبر 2010 Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2010 On 11/17/2010 at 11:54 PM, Bismillah said: yani keh jab koi haj karta hai to uska umra bhi ho jata hai. Naheen Hajj-e-Ifrad main sirf haj ka ihram bhandha jata hay , is main umrah shamil naheen hota. (Hwala : Maktab-Tul-Madeenah ki shaya krda kitab Haj ka mukhtasar tareeqa Page 2) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 17 نومبر 2010 Author Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2010 han magar aapnay kaha na keh umray ka waqat muqrar nahi hota to phir kyon na haj say farig ho kar umra bhi ka liya jaey, chahiey wo koi bhi hajj ho. nahi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 17 نومبر 2010 Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2010 han magar aapnay kaha na keh umray ka waqat muqrar nahi hota to phir kyon na haj say farig ho kar umra bhi ka liya jaey, chahiey wo koi bhi hajj ho. nahi ji han haj k bad Umrah kr lain to bahut achi bat hay. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 17 نومبر 2010 Author Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2010 musalman pe jo haj farz kya gaya hai wo konsa hai? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 17 نومبر 2010 Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2010 musalman pe jo haj farz kya gaya hai wo konsa hai? Haj-e-Qiran , Haj-e-Tamatu , Haj-e-Ifrad main say koi bhi ada kr lea haj ada hojaye ga. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 17 نومبر 2010 Author Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2010 (ترمیم شدہ) haj to haj hota hai to phir in main farq kya hota hai? Edited 17 نومبر 2010 by Bismillah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 17 نومبر 2010 Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2010 On 11/18/2010 at 12:24 AM, Bismillah said: haj to haj hota hai to phir in main farq kya hota hai? Maktab-Tul-Madeenah ki shaya krda kitab Haj ka mukhtasar tareeqa Say Makhoz اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 17 نومبر 2010 Author Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2010 bohat shukrya! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Afzalsheikh مراسلہ: 4 جولائی 2018 Report Share مراسلہ: 4 جولائی 2018 Hajj Islam ka panchwa bunyadi rukun ha Jo har us aaqil wa Baligh Muslaman per farz ha Jo wahan jaane ki maali istitaat rakhta hon aur manasik e hajj aada karne ki jismaani quwwat rakhta hon. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔