Jump to content

Hajj Aur Umra


Bismillah

تجویز کردہ جواب

On 11/17/2010 at 11:16 PM, Bismillah said:

 

Hajj aur Umray main kya farq hai?

 

(wasalam)

 

Kitab Hmara Islam say makhoz :

 

 

Haj:

 

Haj k lughwi Mana Qasd-o-Irada kay hain - aor Istelah-e-Shareat main haj nam hay Ehram bhandh kr 9ween Zilhajah ko Arfat main thehrnay Aor Kaba-e-Muazamah k twaf ka , Makkah k mukhtalif mqamat-e-muqadisa main hazir hokar kuch aadab-o-aamal bja lana bhi haj main shamil hay , haj k leay aik khas waqt muqarrar hay keh is main yeh Af'aal keay jain to haj hay warna naheen

 

 

Umrah :

 

 

Ehram ki halat main Khaana-e-Kabah ka twaf aor Twaf k bad Safa-o-Marwah par Sa'yi in donon k majmooa ka naam umrah hay . iskay leay koi waqt muqarir nahene bkhlaf haj kay k is ka waqt muqarir hay kisi aor waqt main naheen hoskta .

Link to comment
Share on other sites

yani keh jab koi haj karta hai to uska umra bhi ho jata hai. kyon keh Ehram ki halat main Khaana-e-Kabah ka twaf to already haj main say hai aur baqi sirf Safa-o-Marwah par jana reh jata hai, agar aap haj keh baad Safa-o-Marwah par chalein to haj bhi ho gaya aur umra bhi. nahi

Link to comment
Share on other sites

On 11/17/2010 at 11:54 PM, Bismillah said:

yani keh jab koi haj karta hai to uska umra bhi ho jata hai.

 

Naheen Hajj-e-Ifrad main sirf haj ka ihram bhandha jata hay , is main umrah shamil naheen hota. (Hwala : Maktab-Tul-Madeenah ki shaya krda kitab Haj ka mukhtasar tareeqa Page 2)

Link to comment
Share on other sites

  • 7 years later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...