Jump to content

Malfozat E Aala Hazrat Aleh Rahma Par Eitraz

Attar Lajpal

تجویز کردہ جواب

Asslam o Alykum

Molfozaat e Aala Hazrat par jo eitraz shab pashi k hawale se hota hai us hawale se ulama e ahlesunnat ne deobandio or ghair muqaldon ko moun toor jawab diye hain laikin jhelum k andar aik aisa malo'oun hai jo pumflat shaya karta hai or Aala Hazrat Par Eitrazaat karta hai woh na ghair muqaldoon ko manata hai na debandion ko woh kehta hai k woh sirf pehli 3 sadyon k bazurgon ko mananta hai

Shab passhi k hawale se woh Imam Zurqanni,Or Muhadith e Ibn e Aqqel jaisi hastiyon ko b gustakh o gumrah kehta hai

Al gharz woh har us ko gustah kehta hai jis ne shab pashi wala waqia likha hai

Mujhe us malo'oun ka moun toor jawab chahiye

jazzak ALLAH o Khair

Edited by Attar Lajpal
Link to comment
Share on other sites

WA ALAIKUM AS SALAM WA RAHMATULLAH

bhai a say logon ko jawab daynay ka fayedah bhi nahin k kal ko woh keh sakta hay k sirf 2 Sadiyon mayn say kisi say meray sawal ka jawab lao, phir keh sakta hay k pehli sadi mayn say, phir keh sakta hay k QURA'AN o AHADEES ko bhi nahin maanta lehaza sirf aqli jawab do. a say shakhs ko uss k haal per chour dayna chaheye kyun k SHARI'AT nay he humayn iss cheez ka mukallaf nahin kia hay k jawaab kisi sawal kernay walay k muqarrar kerdah mayaar k mutabiq diya jaaye wernah yeh tou is tarah ho jaaye ga k aap TABLEEGH k jadeed zaraye ka suboot HUZOOR ALAYHIS SALATO WAS SALAM say dayn, kisi aur sadi say nahin. lehaza aap doosray logon key islaah key koshish kerayn k woh iss k farayb mayn na aayen aur unnhayn is hawalay say ba-sha'oor kia jaaye k a sa mutalbah kerna he sahih nahin k jawab sirf shuru key 3 sadiyon mayn say ho, aay'eendah say nahin. aur chaheye usay bhi yeh k woh yeh suboot day k uss ka yeh mutalbah SHARI'AT say kaheen saabit ho ya 3 sadiyon k kisi BUZURG say he saabit ho lafz ba lafz, jab qayd he lagani hay tou phir waqt key he kyun :) ? balkeh ho sakay tou yeh bhi kahayn k Ebaarat bhi sirf ARABI dikhaao :) AALIM bhi ARABI, nuskha bhi asali :). agar yeh sab nahin tou phir 3 sadiyon ka mutalbah bhi nahin :). aakhir woh baaqi nuskhay bhi tou 11 sadiyan mazeed UNNHI ULAMA k ELM O DIYANAT key wajah say asali aur mahfooz hayn jinn key gustaakhiyan woh kerta hay.

DUAON key darkhuast hay, JAZAKALLAH.

Link to comment
Share on other sites

Asslam o Alykum

Molfozaat e Aala Hazrat par jo eitraz shab pashi k hawale se hota hai us hawale se ulama e ahlesunnat ne deobandio or ghair muqaldon ko moun toor jawab diye hain laikin jhelum k andar aik aisa malo'oun hai jo pumflat shaya karta hai or Aala Hazrat Par Eitrazaat karta hai woh na ghair muqaldoon ko manata hai na debandion ko woh kehta hai k woh sirf pehli 3 sadyon k bazurgon ko mananta hai

Shab passhi k hawale se woh Imam Zurqanni,Or Muhadith e Ibn e Aqqel jaisi hastiyon ko b gustakh o gumrah kehta hai

Al gharz woh har us ko gustah kehta hai jis ne shab pashi wala waqia likha hai

Mujhe us malo'oun ka moun toor jawab chahiye

jazzak ALLAH o Khair

(bis)

(saw)

(salam)

janab yeh shakhs parley darjey ka jahil hai baqol aap k woh sirf 3 sadiyo tak k buzurgo ko manta hai to us sey chand sawal karey k 3 sadiyo k baad sey leykar us k is duniya mey aaney sey pehle islam duniya mey tha ya nahi??agr tha to islam k mubalig ulama kon they ???kia woh bhi gustakh they???or yeh ho nahi sakta k aik banda gustakh bhi ho or muslim bhi ho or islam ka mubalig wa aalim bhi ho?kia 3 sadi sey ley kar is manhoos tak koi wali nahi aya???yeh jahil ullo ka patha hai,isey kahey k Ahle haq wahi ho sakta hai jis ka taluk Aqa (saw) saaal tak qariya ba qariya pohnachta ho,abh is sey aik or sawal karey k allama zarqani or ibne aqeel ko kis ney gustakho kafir kaha hai ???halankey k yeh mazhab e islam mey mustanad ulama kiram hai,is k nazdeeq jin jin ulama ney or logo ney in ko walli samjha woh bhi kafir o gustakh thehrey to phir islam is khabees tak kaisey pohancha??

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...