Jump to content

Imam Kissay Kehtay Hain


Bismillah

تجویز کردہ جواب

4jovfk.jpg

 

 

1-) Peghamber, Rasool aur Nabi main kya farq hota hai?

 

2-) imam kissay kehtay hain? jaissay keh imam Hussain radhi allah ta'la unhou, imam Malik radhi allah ta'la unhou aur issi tarah deegar hastion kay saath jo imam ka lafz istimaal kya jata hai.

shukrya!

Edited by Bismillah
Link to comment
Share on other sites

lekin nabi paak salalahou alehi wasalam to nabi thay aur rasool bhi aur wahi bhi ati thi, to islam nai(new) shariat nahi hai kya? kyon keh aap nay likha na keh nabi wo jo keh shariat na laey

 

Nabi = jis par Wahi nazil ho

 

Rasool = Jis par wahi nazil ho + Nayi shareat laaye

 

 

To Hmaray Aaqa Kareem (saw) par wahi ka nuzool hota tha is wja say aap Nabi hain aor Aaqa Kareem (saw) nayi Shareat laaye is wja say aap Rasool bhi hain

 

(azw)(ja)

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Koi rasool kaissay nai shariat lekar atay hain un ko wahi kay zariey nahi kya bataya jata? ya phir unhain kaissay bata jata hai nai shariat kay baray main?

 

kya kissi alim-e-deen nay iss baat ka AUTHENTIC jawab diya keh Qul kitnay Nabhi huay aur kitnay Rasool aur total peghambro ki tadad kitni hai?

Edited by Bismillah
Link to comment
Share on other sites

Koi rasool kaissay nai shariat lekar atay hain un ko wahi kay zariey nahi kya bataya jata? ya phir unhain kaissay bata jata hai nai shariat kay baray main?

 

Jnab Wahi k zareeay hi btaya jata hay nayi shareat k baray main.

 

kya kissi alim-e-deen nay iss baat ka AUTHENTIC jawab diya keh Qul kitnay Nabhi huay aur kitnay Rasool aur total peghambro ki tadad kitni hai?

 

Nabion ki koi tadad muqarar kr lena jaiz naheen hamain yeh eteqad rakhna chaheay k Khuda kay har Nabi par hmara eeman hay

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...
  • 4 weeks later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...