Jump to content

Teeja Chaliswaan Karna Najaiz Hai Plz Eshkaal Ka Jawab Dain


Rizwan Q

تجویز کردہ جواب

جناب غور سے پڑھ لیتے تو اعتراض نہ کرتےاعلحضرت فاضل بریلوی رحمتہ علیہ نے مرنے کے بعد جو دعوتیں وغیرہ ھیں ان کا رد کیا نہ کے ایصال ثواب کی محفلوں کا اس رسالہ کا نام بھی دعوت میت ھے

 

Link to comment
Share on other sites

On 11/11/2010 at 8:06 PM, Rizwan Q said:

contd

 

aap ny is kitab ka safha number 11,12,13 kion nhi paish kia??

zra yeh pages bhi lga detay to haqeeqat sab k saamnay aa jati.

 

doosri bat yeh hay keh is fatway main kaheen bhi mutlaqan Eesal-e-Swab k leay teeja-o-chaaleeswan waghera ko biddat ya haram waghera naheen likha gya ..... agar likha hay to please Dikhaeay.

 

..............................

 

behrhaal

 

Mu'tariz k nazdeek : Teeja-o-Chaleeswan krna biddat hay aor (imam) Ahmad Raza Khan nay is biddat ka radd is qadar tafseel say kia hay k wzahat paish krnay ki zroorat naheen aor (imam) Ahmad Raza Khan is biddat k nuqsanat ko wazih kia hay .

 

......

 

1: Ab btao tumharay nazdeek Imam Ahmad Raza Khan (ra) biddaton ko khatam krnay walay huay k naheen????

 

2: Imam Ahmad Raza Khan (ra) ko khanay ka lalach hota to kia in dawaton ki tardeed krtay ya taeed???

 

..............

Mutariz k Nazdeek:Raza khani molvion nay pait ka dhandha chlanay k leay 3ja , 40lswan aor bahut saari bidd'aat ko eejad kia hay.

 

 

Aik traf to aap keh rhay hain k Imam Ahmad Raza Khan (ra)nay is biddat ka radd is qadar tafseel say kia hay k wzahat paish krnay ki zroorat naheen aor is biddat k nuqsanat ko wazih kia hay . aor doosri traf aap isi biddat kay eejad krnay walon ko Raza Khani keh rhay hain???

 

 

Bughz-e-Imam nay aap logon ko is qadar andha kr dea hay????????

Khudara Is bughz-o-Dushmani ko dil say nikal do aor Eeman ki aankh say Maslak-e-Ahl-e-Sunnat ka mutala to kro . Tum Imam Ahmad Raza (ra) ko hamesha biddat k khilaf hi paao ge ... jab har traf say Namoos-e-Risalat (saw) par hamlay horhay thay , har traf say biddat urooj par thi us waqt Imam Ahmad Raza (ra) nay islam ki hifazat ki ...

 

khudara Bughz-e-Imam Ahmad Raza ko dilon say nikal do.

Link to comment
Share on other sites

Kia mutariz k nazdeek Shadi ki dawat Eesal-e-Swab k leay ki jati hay?????

Agar naheen to phir Alahazrat (ra) par Eesal-e-Swab k leay Teeja chaaleeswan waghera ko haram kehnay ka buhtan bhandhtay huay zra bhi sharm naheen aayi???

 

.............

 

 

Pehla fatwa jo mazkoor hay uskay suwal ko bhi dekhna chaheay k yeh kis suwal kjwab main hay.

Suwal main wazih alfaz hain ''Us Ehtmam k saath jo shadion main kia jata hay'' to Imam-e-Ahl-e-Sunnat (ra) nay Wfat k moqa par is qism ki dawat k radd main aesi wzahat paish ki keh Aap (ra) say bughz rakhnay walay bhi maan gaye k ab mazeed tabsray ki zroorat naheen.

 

.............

 

 

 

post-3206-1289484029349.jpg

Link to comment
Share on other sites

اسلام علیکم

رضوان اگر اپ اعتراض کرنے سے پہلے پژھ لےت تو ے اعتراضں نا کرتے کیوں کے اعلحضرت علیہ رحمة نے ايصال ثواب کو حرام ي بدعت

nahi likha

 

bhai masha Allah app nay acha jawab diya

 

جزاک اﷲ

 
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...