alSaifiya مراسلہ: 10 نومبر 2010 Report Share مراسلہ: 10 نومبر 2010 (ترمیم شدہ) Asalam o Alaikum Bhaion. Main kal se aik Muamlay mein thora sa confuse hoon . Bachpan se hi yehi Sunna hai ke Hazrat Isa Alyehi Salam jab doobara Duniya mein ayen ge Jaisa ke Qur'an aur Hadith se sabit hai toh tab woh Nabi Paak Salalaho Alyehi wasalam ke Umati ki Hasiyat se ayenge aur Shariyat e Muhamadi Salalaho Alyehi Wasalm ke Tabeh hon ge aur Jaisa ke ek Hadith mein Nabi Paak Salalaho alyehi wasalm ne farmaya : ( Tibrani ) " Khabardar ! Mere aur Isa ibne Mariyam Alyehi Salam ke mabain na koi Nabi hai na koi Rasool Magar yeh keh woh Mere baad Meri ummat mein Mere Khalifa hon ge " toh main kal se is muamlay mein thoda confuse hoon ke kya jab Hazrat Isa Alyehisalam wapis ayen ge toh us waqat woh Wali Allah hon ge ya us waqat bhi Nabi hi hon ge ? Is baray mein Ulema kya farmatay hain ? Meri Rehnumayi farmaiye is muamle mein Allah paak apko Jaza de ga . Edit : Sorry ghalti se jaldi mein ghalat section mein post kar diya yeh toh behno ka section hai . Mods plz move it to appropriate section Edited 10 نومبر 2010 by alSaifia اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
alSaifiya مراسلہ: 11 نومبر 2010 Author Report Share مراسلہ: 11 نومبر 2010 *Bump اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 11 نومبر 2010 Report Share مراسلہ: 11 نومبر 2010 On 11/10/2010 at 3:36 PM, alSaifia said: Asalam o Alaikum Bhaion. Main kal se aik Muamlay mein thora sa confuse hoon . Bachpan se hi yehi Sunna hai ke Hazrat Isa Alyehi Salam jab doobara Duniya mein ayen ge Jaisa ke Qur'an aur Hadith se sabit hai toh tab woh Nabi Paak Salalaho Alyehi wasalam ke Umati ki Hasiyat se ayenge aur Shariyat e Muhamadi Salalaho Alyehi Wasalm ke Tabeh hon ge aur Jaisa ke ek Hadith mein Nabi Paak Salalaho alyehi wasalm ne farmaya : ( Tibrani ) " Khabardar ! Mere aur Isa ibne Mariyam Alyehi Salam ke mabain na koi Nabi hai na koi Rasool Magar yeh keh woh Mere baad Meri ummat mein Mere Khalifa hon ge " toh main kal se is muamlay mein thoda confuse hoon ke kya jab Hazrat Isa Alyehisalam wapis ayen ge toh us waqat woh Wali Allah hon ge ya us waqat bhi Nabi hi hon ge ? Is baray mein Ulema kya farmatay hain ? Meri Rehnumayi farmaiye is muamle mein Allah paak apko Jaza de ga . bhai Nabi say kabhi Nabuwat wapis naheen li jati ..... Hazrat Eesa Alaihissalam Nuzool k bad bhi Nabi hi hongay laikin wo Imam-e-Aadil hokr nuzool farmain ge Aor Nabi Pak ki Shareeat ka hi ijra farmainge .. Mazeed tafseel k leay is kitab ka Muta'la farmaey: Nuzool k bad Eesa Kay Mashaghil: http://library.faiza...ndex.php?id=495 Download: http://library.faiza...load.php?id=495 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
alSaifiya مراسلہ: 12 نومبر 2010 Author Report Share مراسلہ: 12 نومبر 2010 Jazakallah Bhai . apka bohot bohot Shukriya Allah paak apko khush rakhay aur deen mein Istiqamat aata farmaye اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔