Danii مراسلہ: 9 نومبر 2010 Report Share مراسلہ: 9 نومبر 2010 Assalam o alaokum islami bhaiyo kese hay ummed hy theek hoge mjhe 1 sawal ABU TALIB k bare me krna hy wo ye hy k mene ikmal(mutrajim mufti Ahmed yar Khan Naeemi rahmatullah ali) kitab me parha tha k abu talib iman p nhi mare the..or net pr kahi mene parha tha k ala HAzrat Asshah Imam Ahmed Raza Khan Rehmatullah Alai ne Abu talib k Iman k Khilaf kitab Likhi hy. or ye clip bhi sun le or Ye tahir ul qadri ka hy ye clip ki tasdeeq krk batai k kya ye sahi hy hame abu talib k bare me kya aqeedah rakhna chahiye. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 9 نومبر 2010 Report Share مراسلہ: 9 نومبر 2010 On 11/9/2010 at 4:26 PM, Danii said: Assalam o alaokum islami bhaiyo kese hay ummed hy theek hoge mjhe 1 sawal ABU TALIB k bare me krna hy wo ye hy k mene ikmal(mutrajim mufti Ahmed yar Khan Naeemi rahmatullah ali) kitab me parha tha k abu talib iman p nhi mare the..or net pr kahi mene parha tha k ala HAzrat Asshah Imam Ahmed Raza Khan Rehmatullah Alai ne Abu talib k Iman k Khilaf kitab Likhi hy. or ye clip bhi sun le or Ye tahir ul qadri ka hy ye clip ki tasdeeq krk batai k kya ye sahi hy hame abu talib k bare me kya aqeedah rakhna chahiye. Eeman-e-Abu talib k baray main Imam Abu Haneefa رحمت اللہ علیہ nay sukoot farmaya hay ... yani k aap nay Khamoshi ikhteyar farmayi hay. Alahazrat Imam Ahmad Raza Khan رحمت اللہ علیہ Smait bahut saaray jayyad ulama-e-kiram Eeman-e-Abu Talib k Qail naheen hain aor kuch ulama-e-Kiram Eeman-e-Abutalib k qail hain... Behrhal koi is maslay main khamosh ho ya dalail ki bina par eeman-e-abutalib ka qail ho yadalail ki bina par eeman-e-abutalib ka munkir ho , wo sunni hi rhay ga. ................ Dr.Tahir-Ul-Qadri sahib ki Sulh-e-Kulliat aor baz doosri wujuhat ki bina par inka sunniat say kharij hona Ulama-e-Kiram nay btaya hay... Eeman-e-Abu talib ka qail hona Dr.Tahir sahib say basic ikhtelaf ki wja NAHEEN hay. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 12 نومبر 2010 Report Share مراسلہ: 12 نومبر 2010 Mufti Akmal Qadri Sahab ko meine QTV per suna tha unn say Ahkam e Shariat mein kisi ne iss baray mein Question pocha tha tu Mufti Sahab ne farmaya ky Iman e Abu Talib ky baray mein khamoshi hee behtar hai laikin agar koi unn ky Iman ka qail nahi tu woh Abu Talib ko bura bhala nah kahai kyon ki Abu Talib ne Rasool Allah Sallalahu Alaihe Wasalam ki buhat khidmat ki thi aur agar Abu Talib ko bura bhala kahein gai tu Rasool Allah Sallalahu Alaihe Wasalam ko iss baat say bura lagay ga iss liye khamoshi behtar hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔