Rizvann مراسلہ: 31 اکتوبر 2010 Report Share مراسلہ: 31 اکتوبر 2010 (ترمیم شدہ) Kya Hazrat Muhammad salallahu alehe wasallam ne qameez shalwaar pehni hai hum apne ek dost ko yeh bata ne ki kashish kar rahe they kay paint ya qameez shalwar ko morna mana hai tu uno ne aage yeh jawaab diya kay Hazrat Muhammad salallahu alehe wasallam ne qameez shalwaar pehni he nahin aap tu tahmad he pehna karte they mein yeh janna chahta hoon kya yeh sahee hai waise tu mein aap ka bayan suna or mufti munib ur rehman ki kitaab tafhim ul masail mein parha hai is bare mein tafseeli jawaab de jiye ga or hawala bhi Edited 31 اکتوبر 2010 by Rizvann اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mughal... مراسلہ: 31 اکتوبر 2010 Report Share مراسلہ: 31 اکتوبر 2010 صحیح بخاری -> کتاب الاذان (صفۃ الصلوٰۃ) حدیث نمبر : 816 حدثنا موسى بن إسماعيل، قال حدثنا أبو عوانة، عن عمرو، عن طاوس، عن ابن عباس ـ رضى الله عنهما ـ عن النبي صلى الله عليه وسلم قال " أمرت أن أسجد على سبعة، لا أكف شعرا ولا ثوبا". ہم سے موسیٰ بن اسماعیل نے بیان کیا، کہا کہ ہم سے ابوعوانہ وضاح نے، عمرو بن دینار سے بیان کیا، انہوں نے طاؤس سے، انہوں نے حضرت ابن عباس سے، انہوں نے نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم سے کہ آپ نے فرمایا مجھے سات ہڈیوں پر اس طرح سجدہ کا حکم ہوا ہے کہ نہ بال سمیٹوں اور نہ کپڑے۔ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Rizvann مراسلہ: 31 اکتوبر 2010 Author Report Share مراسلہ: 31 اکتوبر 2010 bhai jaan mujhe yeh janna hai kay Hazrat Muhammad salallahu alehe wasallam ne hamesha tahmand he pahni hai ya nahin aap salallahu alehe wasallam kaun se kapray zaib tan kiya karte they اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 1 نومبر 2010 Report Share مراسلہ: 1 نومبر 2010 On 11/1/2010 at 1:10 AM, Rizvann said: bhai jaan mujhe yeh janna hai kay Hazrat Muhammad salallahu alehe wasallam ne hamesha tahmand he pahni hai ya nahin aap salallahu alehe wasallam kaun se kapray zaib tan kiya karte they Nabi Pak Tahband istemal farmatay thay laikin Aap nay Shalwar ko bhi pasand farmaya aor isay khareeda bhi ..... Aor Sahaba-e-Kiram (Radi Allah-o-Anhum Ajmaeen) nay isay pehna bhi.. aor nmaz main sirf shalwar hi ko morna mamnoo nhin hay balkeh mutlaqan kisi bhi KAPRAY ko morna mamnoo hay ... qameez ki bazuon ko morna bhi mamnoo hay ...... lihaza yeh etraz fuzool hay k Nabi Pak nay Shalwar Zaib-e-Tan naheen farmyai to ab shawar kion na morain ....... Nabi Pak nay nmaz k doran kisi bhi kapray ko smaitnay say manna farmaya hay ..... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Rizvann مراسلہ: 1 نومبر 2010 Author Report Share مراسلہ: 1 نومبر 2010 sahee kahaan aap ne mein apne dost ko samjaha tha magar ek he baat per arayhowey hain khair hum ne us ko us kay haal per chor diya hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔