Rizvann مراسلہ: 25 اکتوبر 2010 Report Share مراسلہ: 25 اکتوبر 2010 Fiqh Hanafi or Barelvi or sunni kay bare mein kya farq hai plz wazahat karein kya same maslak hain mujhe thora bohut pata hai mera maslak hahafi se hai hum imam abu hanifa ki taleed karte hain ziyadah kuch nahin pata hai aap is per roshni daliye اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 25 اکتوبر 2010 Report Share مراسلہ: 25 اکتوبر 2010 On 10/25/2010 at 9:53 AM, Rizvann said: Fiqh Hanafi or Barelvi or sunni kay bare mein kya farq hai plz wazahat karein kya same maslak hain mujhe thora bohut pata hai mera maslak hahafi se hai hum imam abu hanifa ki taleed karte hain ziyadah kuch nahin pata hai aap is per roshni daliye Sahee-Ul-Aqeedqa Muslman ko Sunni Kehtay Hain Aajkal Ahl-e-Sunnat ki nishanion main say aik bri nishani hay keh Sunni Imam-e-Abuhanifa , Imam Shafi , Imam Malik , Imam Ahmad Bin Hanmbil main say kisi aik imam ki taqleed krtay hain... Ham Imam Abuhaneefa ki taqleed krtay hain isliay Sunni Hanafi kehlatay hain. isitrah Sunni Maliki, Sunni Shafi , Sunni Hambli bhi hain laikin aajkal deobandi bhi apnay aapko Hanafi aor sunni kehtay hain isliay apnay aapko un say mumtaz krnay k leay baz awqat hmain barelwi bhi kaha jata hay.... yani k Sunni Hanafi Barelwi , Sunni Shafi Barelwi...etc 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Rizvann مراسلہ: 25 اکتوبر 2010 Author Report Share مراسلہ: 25 اکتوبر 2010 thanks اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔