Jump to content

Wazu Se Mutaliq Sawaal


Rizvann

تجویز کردہ جواب

JISM per pani bahane , naak or kulli karne se wazu ho jata hai agar mera jism per har har jaga pani ponch jata hai tu kya wazu kay faraiz ada ho jate hain kya phir bhi wazu karna pare ga

 

Chehray , Haath Kuhnion Smait , Paaon Takhnon Smait par paani bahanay aor sar ka masah krnay say wuzu hojata hay ... lihaza jab aap saheeh tareeqay say ghusul kr lain ge to faraiz-e-wuzu khud bakhud ada hojain ge aor aapka wuzu bhi hojaye ga aesi soorat main dobara wuzu karna zroori naheen hay...

Link to comment
Share on other sites

1) bhai jaan mein normal nahaney ki baat kar raha hoon na kay ghusal ki mein ghusal ki niyat se nahin balkay normal nahaney ki baat ki hai puray jism per agar pani bahaya jaye or kulli or naak mein pani charhana etc... tu kya wazu ho jaye ga ga

 

2) agar pure jism per pani bahaya jaye tu kya us ghusal ho jaye ga agar niyat na bhi ki hu tu us se ghusal ho jaye ga

Link to comment
Share on other sites

On 10/5/2010 at 10:02 PM, Rizvann said:

1) bhai jaan mein normal nahaney ki baat kar raha hoon na kay ghusal ki mein ghusal ki niyat se nahin balkay normal nahaney ki baat ki hai puray jism per agar pani bahaya jaye or kulli or naak mein pani charhana etc... tu kya wazu ho jaye ga ga

Ji bhai aesi soorat main wuzu hojaye ga , wesay NORMAL nahanay aor Ghusul Main Kia Farq hota hay?

 

On 10/5/2010 at 10:02 PM, Rizvann said:

2) agar pure jism per pani bahaya jaye tu kya us ghusal ho jaye ga agar niyat na bhi ki hu tu us se ghusal ho jaye ga

 

 

 

bhai Ghusul k liay niyyat farz naheen hay , Pooray jism per saheeh tareeqay say paani beh gaya aor achay tareeqay say kuli kr li ya paani pi lia aor naak main narm haddi tak paani charhaa lea to Ghusul hojaye ga.

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...
  • 7 years later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...