Rizvann مراسلہ: 4 اکتوبر 2010 Report Share مراسلہ: 4 اکتوبر 2010 WAZU KAY MUTALI SAWAAL HAI 1) masah or dhone mein kya farq hai 2) mein ne mufti akmal qadri ki wazu se mutaliq ek video dekhi thi us mein batay hai ka chahre per or dosre aaza per pani bahan chaye sirf sir ka masah karna chaye ---- baaz auqaat hum haat mein pani le kar chare ya haatoon ko pani se ragharte hain kya yeh sahee tareeqa hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 4 اکتوبر 2010 Report Share مراسلہ: 4 اکتوبر 2010 On 10/4/2010 at 6:02 PM, Rizvann said: 1) masah or dhone mein kya farq hai Molana Ilyas Qadri Nay Apnay Risala WUZU KA TAREEQA main Ftawa Razawia Shareef say Dhonay Ki Tareef Kuch Yun Naqal Ki Hay: ''Kisi Uzv K Dhonay Kay Mana Yeh hain Keh Us Uzv Kay Har Hissa Par Kam Az Kam 2 Qatray Paani beh Jaye , Sirf Bheeg Jaanay Ya Paani Ko Tel (Oil) Ki Trah Chupar Lenay Ya Aik Qatra Beh Janay Ko Dhona Naheen Kahain Ge Na Istrah Wuzu Ya Ghusul Ada Hoga.'' On 10/4/2010 at 6:02 PM, Rizvann said: 2) mein ne mufti akmal qadri ki wazu se mutaliq ek video dekhi thi us mein batay hai ka chahre per or dosre aaza per pani bahan chaye sirf sir ka masah karna chaye ---- baaz auqaat hum haat mein pani le kar chare ya haatoon ko pani se ragharte hain kya yeh sahee tareeqa hai Wuzu main Mash ka matlab hay keh Haath Geela kar kay phairna .... aor sirf sar ka hi mash kia jata hay .. aor agar haath main paani laykar chehray par Oil ki tarah mal lea aor paani NA BAHA to wuzu na hua .. kionkay chehray ka dhona farz hay aor dhonay ki tareef uooper byan ho chuki hay ... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔