Aashique-Mustafa مراسلہ: 30 ستمبر 2010 Report Share مراسلہ: 30 ستمبر 2010 Mein Kafi Arse Se Soch raha tha Ek Aisa Topic Banaya Jaae Un Bhaiio Bheno k liye jo Neutral ho kar Islam me firqo k baare mein research karte hain ko kon haq hai kon baatil Kis firqe wale k ulama Sahi hain or kis k Ghalat?? q k Har Firqe Wala Apne Tor per Quran o Hadees ki Taraf Bulata hai or apne Aqaid o Nazriat Quran o Sunnat se Sabit karne ki Koshish karta hai apne Aap ko Hi Saheeh Kehta hai To Agar Aisa ho k Aise Wazeh Saboot Hon Media Related Jaise Akhbari Tarashe Waghera k Agar koi Neutral ya Parha Likha Banda Is Forum ko Visit kare to Maslak e Ahle Sunnat ka Hi Hokar Rehjae Is Zimn mein Kuch Akhbari Tarashe 2,3 Hain mere Paas Wo Laga Raha hoon Aap Bhaiio Se bhi Darkhuwast Karoonga k Jis Jis Bhai k paas jo jo newspaper Cutting ya or kuch stuff ho jisse Maslak e Ahle Sunnat ki Wazeh Haqqaniat Sabit Hoti ho to Zaroor Attach Karein taa ke is Topic ko Taqatwar se Taqatwar bnaya Jaa sake Sajjad Bhai se Request karoonga agar Munasib Samjhein to Is topic ko Pinned kar dein 1st of All I would like to say to All Sunni Bhais who are working for Ahlus Sunnah plzz see this video of 2 mins of Mufti Akmal Its a great Strategy to Propagate Alhus Sunnah Mufti Akmal Sahab: listen after 2:25secs mein is cheez ka isliye bhot ziyada qail hoon q k mujhe sunni hone mein bhot bara haath mufti Akmal k program Ahkam e shariat or Sehri Time ka bhi hai... Wassalam Ma'al Ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aashique-Mustafa مراسلہ: 30 ستمبر 2010 Author Report Share مراسلہ: 30 ستمبر 2010 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam.e.Ahmed مراسلہ: 1 اکتوبر 2010 Report Share مراسلہ: 1 اکتوبر 2010 (ترمیم شدہ) yehi baat jo Mufti Akmal Sahib ne kahee k Kufr k fatway baat baat per na diye jaein hum un logon ko b samjhanay ki koshish kertay hein jo aaj fatway per fatway diya chalay jatay hein or samajhtay hein bohot naiky ka kaam ker rahay hein, Alham-o-Lillah hamaray maslak mein yeh cheez nahin hai, hum Faroee Ikhtilaaf ki bina'a per Kufr k fatway nahin daitay. .... Edited 1 اکتوبر 2010 by ghulam.e.ahmed اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Alauddin Gaffari مراسلہ: 1 اکتوبر 2010 Report Share مراسلہ: 1 اکتوبر 2010 yehi baat jo Mufti Akmal Sahib ne kahee k Kufr k fatway baat baat per na diye jaein hum un logon ko b samjhanay ki koshish kertay hein jo aaj fatway per fatway diya chalay jatay hein or samajhtay hein bohot naiky ka kaam ker rahay hein, Alham-o-Lillah hamaray maslak mein yeh cheez nahin hai, hum Faroee Ikhtilaaf ki bina'a per Kufr k fatway nahin daitay. .... Meri jahan tak ilm hai. Alahazrat rahmatullah alaih ya Ahlesunnat waljamat berailwi muftiyan ka fatwa "Kufr" par hota hai. Lekin najdi wahabi deobandi ka fatwa "sirk" par hota hai. AP APLOG HI BATEN KE DI HUVI HADEES KIS PAR SADIR HOTA HAI. kon gumrah hain? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aashique-Mustafa مراسلہ: 2 اکتوبر 2010 Author Report Share مراسلہ: 2 اکتوبر 2010 yehi baat jo Mufti Akmal Sahib ne kahee k Kufr k fatway baat baat per na diye jaein hum un logon ko b samjhanay ki koshish kertay hein jo aaj fatway per fatway diya chalay jatay hein or samajhtay hein bohot naiky ka kaam ker rahay hein, Alham-o-Lillah hamaray maslak mein yeh cheez nahin hai, hum Faroee Ikhtilaaf ki bina'a per Kufr k fatway nahin daitay. .... Bus yaar mein mufti Sahab k neutral ho kar bayan karne k andaz se bhot hi ziyada mutasir hoon q k deobandi wahabio ki aksariat apne akabreen ki harkato se na waqif hai,, to un ki islah k liye ye bhot hi acha tareeqa hai Wassalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 2 اکتوبر 2010 Report Share مراسلہ: 2 اکتوبر 2010 Bus yaar mein mufti Sahab k neutral ho kar bayan karne k andaz se bhot hi ziyada mutasir hoon q k deobandi wahabio ki aksariat apne akabreen ki harkato se na waqif hai,, to un ki islah k liye ye bhot hi acha tareeqa hai Wassalam Main bhi aapki bat say 100% Ittefaq krta hoon..... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔