Aashique-Mustafa مراسلہ: 25 ستمبر 2010 Report Share مراسلہ: 25 ستمبر 2010 Aik Shadi Shuda Orat jis ka Shohar Gusse ka Hadd darje Tez hai bawaqt e Halat e Gussa wo aape se bahar ho kar galam galoch or bohot kuch karta hai... Ek Bar us Shaks ki Biwi ne apne ek Rishtedar se Darte Darte kaha "Mujhe in (apne Shohar) se Allah maaf kare Allah se Bhi ziyada Dar Lagta" Ghaliban us Orat k Zehen mein ye baat chal rahi thi k Mian se Itna Darti hoon k us ki Marzi k mukhalif koi kaam kar hi nahi sakti jab k Allah ki kitni hi hukum adooliaan kar jaati hoon to poochna ye hai k kya Ye Kalima e Kufr hai?? agar haan to Kufr e Lazoomi hai Ya Sareeh Kufr?? Nez is mein ahkamaat kya honge us orat k liye? Jazakmullahu Khairan اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 27 ستمبر 2010 Report Share مراسلہ: 27 ستمبر 2010 Aik Shadi Shuda Orat jis ka Shohar Gusse ka Hadd darje Tez hai bawaqt e Halat e Gussa wo aape se bahar ho kar galam galoch or bohot kuch karta hai... Ek Bar us Shaks ki Biwi ne apne ek Rishtedar se Darte Darte kaha "Mujhe in (apne Shohar) se Allah maaf kare Allah se Bhi ziyada Dar Lagta" Ghaliban us Orat k Zehen mein ye baat chal rahi thi k Mian se Itna Darti hoon k us ki Marzi k mukhalif koi kaam kar hi nahi sakti jab k Allah ki kitni hi hukum adooliaan kar jaati hoon to poochna ye hai k kya Ye Kalima e Kufr hai?? agar haan to Kufr e Lazoomi hai Ya Sareeh Kufr?? Nez is mein ahkamaat kya honge us orat k liye? Jazakmullahu Khairan Bhai yeh jumla Kufr to naheen hay laikin aesay jumlay bolnay say ehteraz krna chaheay: http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=24384 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔