Jump to content

Is Baat Ki Wazahat Kareen....


Rizwan Q

تجویز کردہ جواب

جسمانی دیکھنے اور روحانی دیکھنے کے احکام

 

میں فرق ھے۔ غضِ بصر کا حکم جسمانی دیکھنے

 

سے ھے اور روحانی دیکھنا (ینظر بنوراللہ)کا حکم

 

رکھتا ھے۔ مغل صاحب کی پوسٹ بھی کافی ھے ۔

 

تاھم مزید یہ بھی پڑھ لیں۔

 

 

faiz ali shah.jpg

Edited by Saeedi
Link to comment
Share on other sites

Mughal bhai aor Saeedi bhai very nice sharing

 

 

(azw)(ja)

 

......................................................................................

 

 

 

Mazeed Tafseel K Liay Kitab:

 

 

Nigah-e-Nabuwat Aor Mushahida-e-Aamal-e-Ummat (Urdu):

 

http://www.nafseislam.com/en/Literature/Urdu/Books/NigaheNabowatAurMushahidaeAamaleUmmat/NigaheNabowatAurMushahidaeAamaleUmmat.htm

 

Download:

 

 

http://www.nafseislam.com/en/Literature/Urdu/Books/NigaheNabowatAurMushahidaeAamaleUmmat/NigaheNabowatAurMushahidaeAamaleUmmat.pdf

Link to comment
Share on other sites

is Book main Intihai Ghatya or Sharamnaak Baat ki gae hai (Noauzubillah)

Iski Wazahat kareen Kia ye Sahi hai

 

 

 

 

Rizwan Q Bhai Allah tala to humari shah rag sy bhe zaiada Qareeb hy Lakin hum muslaman hi kia nai kerty

  1. Allah kay sath shirk karna
  2. Qatal karna
  3. Jadu karna
  4. Namaz chorna
  5. Zakat ada na karna
  6. Mah e Ramzan ka roza bina uzr chorna

  1. Taqat kay bawajood Haj na karna
  2. Walaedaen ki nafarmani karna
  3. Qareebi rishtey daaron sey qata'a ta'alluq kar lena aur sila rehmi na karna
  4. Zina karna
  5. Amal e qom e loot
  6. Soodi laen daen
  7. Yateem ka maal khana
  8. Allah aur Rasool per jhoot bolna
  9. Maedan e jang sey farar
  10. Hakim e waqt ka re'aya ko dhoka dena aur unn per zulm karna
  11. Ghamand karna aur deengein marna
  12. Jhooti gawahi dena
  13. Sharab peena
  14. Jua baazi
  15. Paakdaman aurton per tohmat lagana
  16. Maal e ghaneemat mein khayanat karna
  17. Chori karna
  18. Daaka dalna
  19. Jhooti qasam khana
  20. Zulm o zyaditi karna
  21. Ghunda tax wasool karna
  22. Haram khana
  23. Khudkushi karna
  24. Aksar baton mein jhoot bolna
  25. Allah kay qanoon sey hutt kar faisla karna
  26. Faisla karney per rishwat lena
  27. Jins e mukhalif ki mushabihat ikhtiyar karna
  28. Dayyoosi ikhtiyar karna yani apney ghar walon mein akhlaqi buraee (zina) ko bardaasht karna

ye Sari Buraia( Guanh kabeera) Hum muslamano mao mojod hn our kerty hi chaly ja rahy hn our aaj hum muslamaon per jo azaab hi wo ini gunah kabbeera ki waja hy hy our Allah Tala to humari shah rag sy bhe Qareeb hy our jo hum kerty hn Allah ko Sub pata hy To kia kabi kisi ny ye bhe Soca hy k Hum ye Gunah ker rahy our Allah Tala humy dekh raha hy hum baaz a jain ?????

 

Allah Tala Humari Shah rag sy bhe zaida Qareeb hy to kia hum muslamano ko kia kabhi ye bhe sharmank our ghatia laga k hum Allah tala k samny Gunah kabeera kiy ja rahy hn our Allah tala dekh raha hy ????

 

 

Ye Gustakhi our Ghatia baat Sirf Tab ho gi jub Rasool S.A.W) humary Amall dekhain gy ???

Link to comment
Share on other sites

 

 

Rasool S.A.W)

 

:( :( :(

 

Bhai aapsay Moadibana Guzarish hay keh Nabi Kareem (saw) ka Zikr Aqdas Jahan bhi aaye wahan Mukammal Durood Shareef Likhnay ki Saadat Hasil Kia Krain .........

 

SAW , PBUH waghera waghera likhna manna hay .... Mukammal Durood Sharef Likha Krain

 

Shukria

 

 

(azw)(ja)

Link to comment
Share on other sites

(salam)

 

1- hazir nazir.gif

 

Mughal bhai ya Usman bhai aap mein se kisi ke paas ye book poori mojood ho to share karein...(ja)

 

(wasalam)

 

Sorry bhai meray pass yeh book naheen hay..

 

............

 

bhai aapko aik private message send kia tha 2 din qabal par aapnay parha naheen hay .. please apnay messages check krain

 

Shukria

 

(azw)(ja)

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

(ja)

bhaio aap nay baray achay jawabat deay hien......per deogandi aqal say faragh is masla hazir nazir ko nahi smajh saktay.....kyunk samajhney k liay aqal hona zarory hai..

 

AAP NE BILKUL THEEK KAHA;

ASAL MEIN NANOTVI YA KISI DOOSRAY DEOBANDI K LIYE KOI KEH DE TO IN KO KOI AITERAAZ HI NA HOGA KIYUN KEH WO IN K APNAY JO HEIN, JO IN K APNAY NAHIN AITERAAZ UN PER HAI.

Edited by ghulam.e.ahmed
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...