Jump to content

Azan Kay Mutaliq Question


Rizvann

تجویز کردہ جواب

REPLY ME

 

 

Asalamoalikum Warehmatulllahe Wabarakutu

 

 

Bahi Samajdar Bacha Jo Paki Napaki Wagera Janata Hai Wo Be Azan Day Sakty Hai aur 15 ke age main larka(boy) Balig hoo gata hai es lye app azan day sakty hain Dari zaroori nay hai.mara maswara hai kay app dari zaroor rakheen.shave karwana Gunah hai. mazeed AppEs Book Ka Mutaliya Kar Lain.

 

http://library.faiza.../index.php?id=8

 

 

JAZAKALLAH

Edited by Bilal Raza Qadri
Link to comment
Share on other sites

On 9/16/2010 at 9:52 AM, Rizvann said:

plz mujhe yeh bataye kay clean shave hazraat azan dein sakte hai jo 15 saal se oper hoon

 

 

Clean Shave Chahay Aalim Hi Kion Na ho ya wo shakhs jo jan bhooj kar aik muthi say kam dhari rakhta ho wo chahay Aalim Hi Kion Na Ho uski azan makrooh hay aor aesay logon ki azan ka Iaa'da kia jaye .. Yani Dobara Azan Behtar Hay...

 

 

Bahar-e-Shareat Hissa 3 Baab 3 Azan Ka Byan Main LIkha Hay Keh:

 

مسئلہ ۱۵…

خنثٰی و فاسق اگرچہ عالم ہی ہو اور نشہ والے اور پاگل اور نا سمجھ بچّے اور جنب کی اذان مکروہ ہے ان سب کی اذان کا اعادہ کیا جائے۔ (درمختار

 

http://www.786ansari...I/page/163.html

 

 

Bahar-e-Shariat Jild I.jpg

Bahar-e-Shariat Jild I_Page_163.jpg

 

 

Link to comment
Share on other sites

On 9/16/2010 at 9:07 PM, Bilal Raza Qadri said:

Asalamoalikum Warehmatulllahe Wabarakutu

 

 

Bahi Samajdar Bacha Jo Paki Napaki Wagera Janata Hai Wo Be Azan Day Sakty Hai aur 15 ke age main larka(boy) Balig hoo gata hai es lye app azan day sakty hain Dari zaroori nay hai.mara maswara hai kay app dari zaroor rakheen.shave karwana Gunah hai. mazeed AppEs Book Ka Mutaliya Kar Lain.

 

http://library.faiza.../index.php?id=8

 

 

JAZAKALLAH

 

 

 

Wa Alaikumussalam Wa Rahmatullahe Wa Barakatuhu

 

 

 

Bhai Saail nay Suwal main Dhari Munday ki azan ki babat daryaft kia tha aor aapnay jwab main Samjh walay bachay ki azan ko jaiz kaha aor azan liay Dhari zroori na honay ka likha...

 

Bhai Suwal aor hay , jwab aor hay ...... Bayshak smjhdar bacha azan day sakta hay aor jiski dhari qudarti tor per hi na ho wo bhi azan day sakta hay , bashartakay koi aor wja azan na day sknay ki na ho ..... Laikin in baton ka mazkoora maslay koi taluq naheen hay ...

 

..... Jaan bhooj kr dhari aik muthi say kam rakhnay walay ya clean shave kranay walay , chahay Aalim hi kion na ho , ki azan Makrooh hay aor inki azan ka Eeda kiya jaye .. Yani Dobara Azan Dena Behtar Hay.

Jis kitab ka link aapnay dea tha us kitab main bhi yeh Masla Darj hay:

 

 

P.jpg

P4.jpg

 

 

Bhai Mera maqsad aapki dil aazari hargiz hargiz naheen hay .... Ager aapko koi bat buri lga ho to Muafi Chahta Hoon.

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

Asalamoalikum Warehmatulllahe Wabarakutu

 

 

Bahi Samajdar Bacha Jo Paki Napaki Wagera Janata Hai Wo Be Azan Day Sakty Hai aur 15 ke age main larka(boy) Balig hoo gata hai es lye app azan day sakty hain Dari zaroori nay hai.mara maswara hai kay app dari zaroor rakheen.shave karwana Gunah hai. mazeed AppEs Book Ka Mutaliya Kar Lain.

 

http://library.faiza.../index.php?id=8

 

 

JAZAKALLAH

 

 

PLZ MUJHE (FASIQ KI TAREEF BATAYE, KAY FASIQ KEHTE KIS KO HAIN)

 

OR DOSRA SAWAAL MEIN NE KABHI DARI NAHIN RAKHI HAI NORMAL JO CHAHRE PER BAAL AATE HAIN MEIN KHUD GHAR PER HI SHAVE KAR LAITA HOON OR MERE KHAR KAY QAREEB HI MASJID HAI OR MEIN AZAN BHI DAITA HOON TU KYA MERI AZAN DI HOWI MAKROON HO GI

Link to comment
Share on other sites

PLZ MUJHE (FASIQ KI TAREEF BATAYE, KAY FASIQ KEHTE KIS KO HAIN)

 

 

Gunahgar ko Faisq kehtay hain aor jo elanea gunah kray usay fasiq-e-Mulin kehtay hain.

 

OR DOSRA SAWAAL MEIN NE KABHI DARI NAHIN RAKHI HAI NORMAL JO CHAHRE PER BAAL AATE HAIN MEIN KHUD GHAR PER HI SHAVE KAR LAITA HOON OR MERE KHAR KAY QAREEB HI MASJID HAI OR MEIN AZAN BHI DAITA HOON TU KYA MERI AZAN DI HOWI MAKROON HO GI

 

 

 

 

Muhtram aap dhari katwana ya mundwana chor dain aor is say toba bhi krain ... laikin dhari munday ki azan sirf makrooh-e-tanzeehi hogi ... yani usko duhrana zroori nhi hoga .. lihaza soorat-e-masoola ka jwab yeh hay k aap azan dain ge to nmaz ya azan par koi asar naheen hoga....

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

Bhai faizaneattar par mufti sahib nay farmaya hay keh Chunkeh fasiq ki azan makrooh hay isliay us say azan-o-iqamat NA dilwanay ka hukum hay , yani behtar hay k koi aor mutaqi shakhs azan-o-iqamat kahay ... laikin agar bilfarz faisq nay azan-o-iqamat kahi aor dobara kisi mutaqi shakhs nay na kahi to phir nmaz main koi asar nhin pray ga .... yani dobara kehna farz naheen hay .... sirf behtar hay..

Link to comment
Share on other sites

 

bhai jaan waise tu azan daina chor de hai magar kabhi kabhar logon kay kehnay per azaan de daita hoon mein sirf azan he daita tha pehle iqamat nahin

 

mujhe yeh joomla samjh nahin aya hai plz is ko mazeed samjahe waise mein sirf fajar ya zahur ki daita hoon wo is waja se kay mazzan bemaar hai log masjid mein dair se bhi ate hain ise waja se us kay baad imam ya dosre hazraat de daite hai

 

 

Quote
laikin agar bilfarz faisq nay azan-o-iqamat kahi aor dobara kisi mutaqi shakhs nay na kahi to phir nmaz main koi asar nhin pray ga .... yani dobara kehna farz naheen hay .... sirf behtar hay..
Link to comment
Share on other sites

On 10/28/2010 at 10:12 AM, Rizvann said:

mujhe yeh joomla samjh nahin aya hai plz is ko mazeed samjahe

 

laikin agar bilfarz faisq nay azan-o-iqamat kahi aor

dobara kisi mutaqi shakhs nay na kahi to phir nmaz main koi asar nhin pray ga .... yani dobara kehna farz naheen hay .... sirf behtar hay..

 

 

bhai is jumlay ka matlab yeh hay k agar dhari munday ya kisi bhi FASIQ nay azan-o-iqamat kahi to nmaz ho jaye gi

 

DOBARA AZAN-O-IQAMAT KEHNA ZROORI NAHEEN HOGA .....

 

dobara azan-o-iqamat kehna behtar hay .. misal k tor per dhari munday nay azan di to behtar hay k koi mutaqi shakhs dobara azan day

laikin agar dobara azan na bhi di tab bhi theek hay ...

 

 

.........

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...