ghulam e murshid مراسلہ: 7 ستمبر 2010 Report Share مراسلہ: 7 ستمبر 2010 Mere ohtram islami bhaion aur bohno mujhe ye janna tha ki Hazrat Usman e Ghani Radhiyallahu anh ki Shahadat ke kitne di Pehle se aap Radhiyallahu anh ke ghar ka Muhasra hua tha muhasra jo hua tha to kya baqi sahaba kiram ko is ki khabar nahi thi aur agar khabar thi to unhone koi qadam kya nahi uthaya Islamai Lashkar ko un logo se Muqabla karne ke liye kyon nahi bheja gaya aur muje ye janna tha ki kya Hazrat Ameer Muawiyah ne Hazrat ali Radhillahu Anh ki Bait nahi ki thi agar nahi ki thi to kyon? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 20 ستمبر 2010 Report Share مراسلہ: 20 ستمبر 2010 Mere ohtram islami bhaion aur bohno mujhe ye janna tha ki Hazrat Usman e Ghani Radhiyallahu anh ki Shahadat ke kitne di Pehle se aap Radhiyallahu anh ke ghar ka Muhasra hua tha muhasra jo hua tha to kya baqi sahaba kiram ko is ki khabar nahi thi aur agar khabar thi to unhone koi qadam kya nahi uthaya Islamai Lashkar ko un logo se Muqabla karne ke liye kyon nahi bheja gaya .. Mukammal Tafseeli Jwab Mulahiza Kijiay: اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 20 ستمبر 2010 Report Share مراسلہ: 20 ستمبر 2010 Hazrat Ameer Muawiyah ne Hazrat ali Radhillahu Anh ki Bait nahi ki thi agar nahi ki thi to kyon? Hazrat Ameer Muawia nay Hazrat Ali ki Bait Naheen ki .. aor Hazrat Ali Say jang bhi ki.... Magar yeh Hazrat Ameer Muawia Ka Ijtehadi fesla tha. Hazrat Ali -o- Muawia Donon Mujtahid thay ... donon hmaray leay Qabil-e-Ehtram Hain......Donon Ka Moqif Akhlas Par Mabni Thi ..... Aor Donon Sahaba Say Mahabbat Hmaray Eeman Ka Hissa Hay.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ghulam e murshid مراسلہ: 25 ستمبر 2010 Author Report Share مراسلہ: 25 ستمبر 2010 bahi aap bahut shukriya. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔