Jump to content

Naat Mein Nabi-E-Pak Ko Tu Ya Tum Padhne Se Gumrah Honge?


SUNNIWORLD

تجویز کردہ جواب

Assalaamualikum

 

Q>

Hamare Yahan Ek Masla Hai K Chand Hamare Sunni Bhai Khete Hai

"Koi Bhi Naatiya Kalam Ya Salam Pak Jo Padha Jaata Hai,Usme Agar

'TERA' ya 'TU' ho Aur Wo Nabi-e-Kareem Ko Mansub Karna Ho Tou,

Iss Tarah Padhna Nabi-e-Pak Ki Be-Adabi Aur Gustaqi Karna Kehte

Hai Aur Wo Har Masjid Ya Mehfil Me Padhne Se Rokhte Hai Aur

Kehte Hain Iske Badle 'AAP' Ko Padha Jaye"

Aur

Wo Khete Hain ye Hamare Pir-Sahab Ka Farman Hai Aur Jo Is Tarah

Padhta Hai Wo GUMRAH Hai

 

Iska Jawab Aap Written Document Ya Audio Me

Nicche Email Id Par Inayat Farmaye

 

Yaseen Khan

Gulbarga,India

[email protected]

Link to comment
Share on other sites

Assalaamualikum

 

Q>

Hamare Yahan Ek Masla Hai K Chand Hamare Sunni Bhai Khete Hai

"Koi Bhi Naatiya Kalam Ya Salam Pak Jo Padha Jaata Hai,Usme Agar

'TERA' ya 'TU' ho Aur Wo Nabi-e-Kareem Ko Mansub Karna Ho Tou,

Iss Tarah Padhna Nabi-e-Pak Ki Be-Adabi Aur Gustaqi Karna Kehte

Hai Aur Wo Har Masjid Ya Mehfil Me Padhne Se Rokhte Hai Aur

Kehte Hain Iske Badle 'AAP' Ko Padha Jaye"

Aur

Wo Khete Hain ye Hamare Pir-Sahab Ka Farman Hai Aur Jo Is Tarah

Padhta Hai Wo GUMRAH Hai

 

Iska Jawab Aap Written Document Ya Audio Me

Nicche Email Id Par Inayat Farmaye

 

Yaseen Khan

Gulbarga,India

[email protected]

 

 

(wasalam)

 

 

Naateya Kalam Main Lafz ''Tu'' ya ''Taira'' ka istemal Bayadabi naheen hain ....

 

Alahazrat (ra) farmatay hain:

 

 

Too Hay Aain-e-Noor Taira Sab Gharana Noor Ka..

 

((saw)) ((saw))

 

...............................

 

 

Alahazrat (ra) Ka Naateya kalam dekheay aapko aor bhi aesi misalain mil jayein gi..

 

 

 

(azw)(ja)

Edited by Usman Razawi
Link to comment
Share on other sites

(wasalam)

 

 

Naateya Kalam Main Lafz ''Tu'' ya ''Taira'' ka istemal Bayadabi naheen hain ....

 

Alahazrat (ra) farmatay hain:

 

 

Too Hay Aain-e-Noor Taira Sab Gharana Noor Ka..

 

((saw)) ((saw))

 

...............................

 

 

Alahazrat (ra) Ka Naateya kalam dekheay aapko aor bhi aesi misalain mil jayein gi..

 

 

 

(azw)(ja)

 

Dear Bhai

 

Hum Jaante Isme Koi Be-Adai Nahi Hoti,Kyun K Jab Ala Hazrat K Kalam Mein Wo Paya Jata Hai.

 

Magar

 

Chand Hasideen Log Ye Fitna Macha Rahen Hai, aur Unke Pir Sahib K Support Se

 

 

Aap Mujhe Details Text Mein FATWA k tour par Bheje, Taake Hum Log Jaake Unko Batayenge

 

Baaki Samjhna na Samjhna Unki Marzi

 

 

Awaiting your feedback soon

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

Good Answer

 

But

 

Not Completly Satisfiable Answer

 

میرے خیال میں ہر زبان کا الگ انداز اور الگ اصول ہوتے ہیں، ان لوگوں کو یہ معلوم ہونا چاہیے کہ اردو زبان کے اشعار میں تو، یا تیرا کے الفاظ واحد کے صیغے کو ظاہر کرنے کے لئے بھی استعمال ہوتے ہیں۔ اگر ہم ان دونوں الفاظ کا استعمال موقع کی مناسبت سے نہ کریں گے تو مطلب کچھ کا کچھ ہو جانے کا اندیشہ ہوتا ہے۔ اگر حضور(saw) کے ذکر میں "تو" یا "تیرا" کے الفاظ آئیں تو مطلب صرف آپ (saw) کی ہی جانب اشارہ ہے۔ "تو" کے بجائے "آپ" کا استعمال ہو سکتا ہے واحد کے بجائے جمع کا مطلب دے، جو مضمون کا مقصد نہیں۔ تو اس صورت میں "تو" یا "تیرا" کا استعمال اچھا رہے گا۔

Edited by Khaksaar
Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

mulk-e-sukhan ki shahi tum ko Raza Musal'lam

 

Jis simt agaye ho sik'kay bitha diye hain,

 

pehlay he detailed posts ho chuki hain main sirf itna kehna chahunga k lafz "TU" ya "TERA" Aalahazrat (ra) nay apnay kalam main use kiya sirf hum sunni he nahi bulkay dusray mazzahib k ulama b unki ilmi qabilyat or liyaqat k gun gaatay hain...

jo loog in alfaaz ko use karna bay adabi kehaty hain unhay daikhna chahiye k Aalahazrat (ra) say barh kar aasiq-e-Rasool (saw) kon??

 

to unka apnay Kalam main in alfaz ko use karna is baat ki daleel hay k ye urdu language ka hissa hai,,

 

bulkay baaz jagho pay to in alfaz ko use karnay say Naat main khubsurti paida hoti hai..

 

jo k bais-e-sawab hai,,

 

 

(ja)

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...