Muhammad_Adnan مراسلہ: 3 ستمبر 2010 Report Share مراسلہ: 3 ستمبر 2010 Nabi Kareem alaihisSlatoWasslam ki aik hadith hai.. Hadhrat Umar aur Hadhrat AbuBakr RaziAllaho'anhuma ki namaaz k mutaliq.. k Hadhrat AbuBakr RaziAllahoanho dheemi Awaaz main namaaz Parhtey they.... Aur Hadhrat Umar Farooq RaziAllahoanho buland Awaaz main namaaz perhtey they... Baraye Madina rehnumai farmain.. JazakAllahi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 22 ستمبر 2010 Report Share مراسلہ: 22 ستمبر 2010 Nabi Kareem ki aik hadith hai.. Hadhrat Umar aur Hadhrat AbuBakr RA ki namaaz k mutaliq.. k Hadhrat AbuBakr RA dheemi Awaaz main namaaz Parhtey they.... Aur Hadhrat Umar Farooq buland Awaaz main namaaz perhtey they... Baraye Madina rehnumai farmain.. JazakAllah Buland Aawaz say zikr krna jaiz balkeh afzal hay ... Zikr BilJahr k Mozu par tafseeli proof aor mukhalefeen k etrazat kay jwabat k liay yeh kitab parhain : Zikr Bil Jahr: http://www.nafseisla...ikrBilJahar.htm Download: http://www.nafseisla...ikrBilJahar.pdf Filhal aapnay Jis Hadees Shareef ka zikr kia hay wo isi kitab say paish ki jarhi hay: اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 22 ستمبر 2010 Report Share مراسلہ: 22 ستمبر 2010 On 9/4/2010 at 3:42 AM, Adnan Mukati said: Nabi Pak ﷺKay Ism-e-Girami Ya Aap Ki Sift Kay Saath Poora Salat-O-Salam Likhna Wajib Hay Aor SAW , PBUH ص، صلعم Likhna Makrooh-e-Tahreemi Hay Balkeh Baaz Fuqha Nay Isko Kufr Kaha Hay , Lihaza Is Say Ijtenab Lazim Hay. lihaza Suwal kam az kam yun to hona chaheay : ''Nabi Kareem صلی اللہ علیہ وسلم ki aik hadees shareef hay .... '''' ........................ ....................... Umeed hay aapko meri bat buri nhi lgay gi ... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔