Kashif152 مراسلہ: 27 اگست 2010 Report Share مراسلہ: 27 اگست 2010 Assalamalaikum, Plz batain 1. Aisi zameen jo bechne ki gharz se kharidi gayi ho kia us per zakat ho gi? 2. Aisi zameen jis ko kharid k waqt yeh faisla na kia ho k us per gher banae ga ya beche ga kia us per zakat ho gi? 3. Aik gher islami falahi riyasat jaha per log her month apni salary ka 30- 40 % gharibo, berozgaro, zaif, bacho or society ki falah k liay detay ho kia waha k muslims per zakat ho gi? Wassalam Kashif Muhammad اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 28 اگست 2010 Report Share مراسلہ: 28 اگست 2010 On 8/27/2010 at 4:27 PM, Kashif152 said: Assalamalaikum, Plz batain 1. Aisi zameen jo bechne ki gharz se kharidi gayi ho kia us per zakat ho gi? Wa Alaikumussalam Ji Han ... zameen khareedtay waqt ager yeh niyat thi k jab achay pesay milay to bech dain ge to us per mojooda maaleyat (Yani jab bechain ge) k hisab say zakat hogi. On 8/27/2010 at 4:27 PM, Kashif152 said: 2. Aisi zameen jis ko kharid k waqt yeh faisla na kia ho k us per gher banae ga ya beche ga kia us per zakat ho gi? Naheen ... Maal-e-Tijarat us maal ko kehtay hain jisay bechnay ki niyat say khareeda gya ho .. aor aap nay khareedtay waqt bechnay ki niyat naheen ki to ab usper zakat naheen hogi. On 8/27/2010 at 4:27 PM, Kashif152 said: 3. Aik gher islami falahi riyasat jaha per log her month apni salary ka 30- 40 % gharibo, berozgaro, zaif, bacho or society ki falah k liay detay ho kia waha k muslims per zakat ho gi? Ji Han, Ghair Islami Mmalik main bhi sahib-e-nisab per zakat farz hogi.... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Attaria786 مراسلہ: 31 اگست 2010 Report Share مراسلہ: 31 اگست 2010 (ترمیم شدہ) (salam)zaakat k baray mazeed maloomat jananay k lieay iss link par click kijeay waslam faizan e zakaat Edited 31 اگست 2010 by Attaria786 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔