Jump to content

Farz Namaaz Mein Imaam Kay Peechay


Rizwan9

تجویز کردہ جواب

mujhe ek masla poochna hai woh yeh kay agar imam kay peechay namaaz parh rahe hoon or jab attahiyaat per poonchay tu mujh se ghalti se surah fatiha parh le woh bhi chand ayat tu yaad ane per attahiyaat parhna shron kar de poochna yeh hai kay agar muqtadi se ghalti ho jaye tu kya muqtadi sajda sahu kare ya nahin

 

 

bismillah.gif

saw.gif

salam.gif ,

imam kay peechay namaz phraty hoye agar muqtadi say galti ho jay to muqtadi par sajda sahau nahee, kion kay imam ki namaz hee muqtadee ki namaz hai, iss say muqtadi ki namaz par koi farq nahee parta,haan agar imam say galti ho jay to imam bhee sajda sahu kary ga aur tamam muqtdi bhee, umeed karta hoon kah masla app ki samjah main aa gia ho ga , apnee khasusee duyion main yadd rakhee ga, fi_aman_allah.gif

Link to comment
Share on other sites

On 8/24/2010 at 9:35 PM, sag-e-Raza said:
bismillah.gif
saw.gif

salam.gif

 

 

 

 

(wasalam)

 

(azw)(ja)

 

Laikin Agar Muqtadi say koi aesi ghalati hui k Nmaz fasid hogyi , ya wajibat-e-nmaz main say koi wajib jaan bhooj kar chor dea , ya jaan bhooj kar farz ki adayegi main takheer kar di ya farz chor hi dea to is soorat main siray say nmaz hi naheen hogi..

........................

 

Namaz Ki Sab Say Bari Kitab_Page_459.jpg
Link to comment
Share on other sites

bismillah.gif

saw.gif

salam.gif ,

imam kay peechay namaz phraty hoye agar muqtadi say galti ho jay to muqtadi par sajda sahau nahee, kion kay imam ki namaz hee muqtadee ki namaz hai, iss say muqtadi ki namaz par koi farq nahee parta,haan agar imam say galti ho jay to imam bhee sajda sahu kary ga aur tamam muqtdi bhee, umeed karta hoon kah masla app ki samjah main aa gia ho ga , apnee khasusee duyion main yadd rakhee ga, fi_aman_allah.gif

 

 

bhai jaan aap ek jaga yeh key rahe hai ka agar imam kay peechy namaaz parh rahe hoon tu yeh muqtadi ki namaaz hai agaar immaam se ghalti ho jaye tu muqtadi bhi sajda sahu kare agar muqtadi se ghalti ho jaye tu kuch farq nahin pare ga

 

link

http://www.islamimeh...aazon-ka-masla/

Link to comment
Share on other sites

bhai jaan aap ek jaga yeh key rahe hai ka agar imam kay peechy namaaz parh rahe hoon tu yeh muqtadi ki namaaz hai agaar immaam se ghalti ho jaye tu muqtadi bhi sajda sahu kare agar muqtadi se ghalti ho jaye tu kuch farq nahin pare ga

 

 

Bhai ager muqtadi say wajibta-e-nmaz main say kisi wajib main ghalati say koi wajib Reh jaye ya ghalati say kisi farz ki adayegi main takheer hojaye to is soorat main muqtadi per sajda-e-sahwv wajib naheen hoga .. kionkay imam ki nmaz muqtadi ki nmaz hay..

 

 

 

Laikin Agar Muqtadi say koi aesi ghalati hui k Nmaz fasid hogyi , ya wajibat-e-nmaz main say koi wajib jaan bhooj kar chor dea , ya jaan bhooj kar farz ki adayegi main takheer kar di ya farz chor hi dea to is soorat main siray say nmaz hi naheen hogi..

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...