Jump to content

**Naatiya Ash,ar ** [Rule: Last Shair Key Akhri Harf Sey New Shair Post Kejiye]


Shareef Raza

تجویز کردہ جواب

  • 2 weeks later...

(salam)

 

Jab zuban say haal-e-dil app (saw) say hota hai

yeh dil bhut sokoon bhut qarar pata hai

 

Aur jab koye masla hamein darpesh hota hai

Tou bas laboo per app (saw) ka hi naam hota hai</H3><H3 style="MARGIN: 12pt 0in 3pt">

Hai ahsaan bhut meray ALLAH AZZ'WAJAL ka

Jo app (saw) ki pyari umaat mein hum gunahagaar ko rakha hai

 

Yeh chaand hai khiloona app (saw) kay palnay ka

Jidhar kartey ish'ara udhar taw'waf karta hai

 

Is kalaam ko apni (saw) BARGHA mein qabool kar lena

Hai kul aas'asa yeh hi jo is gunhagar nay likha hai

 

fi-aman:

Edited by nazia
Link to comment
Share on other sites

Is kalaam ko apni (saw) BARGHA mein qabool kar lena

Hai kul aas'asa yeh hi jo is gunhagar nay likha hai

(ja) . is topic main last word se 1 ya 2 shair post karne ki tarkeb hai.

 

Yaan bhi dagh sajda e taiba hai tamgha noor ka

 

Ae qamar! kia tere hi mathe hai teka noor ka

az imam e ahle sunnat

(ra)

Link to comment
Share on other sites

(salam)

 

Ya rab tere mahboob (saw) ka jalwa nazar aye

Us noor e muhammad (saw) ka sarapa nazar aye

 

In aankhon ka werna koi masraf hi nahi hai

Sarkar (saw) tumhara rukh e zaiba nazar aye

Link to comment
Share on other sites

(salam)

 

Woh mehr mehr farma woh mah e aalam aara

Taroon ki cha,oon aya subh e shab e wiladat

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Sister yahan par ashi'aar likhny ka rule ye hay ke jis "letter" (haraf) par shair khatam ho, agilee post men us "letter" jo shair start ho raha ho, wo likhna hay. Jaise aap ka shair "hamara" par end huwa hay, aur shair ka aakhiri "letter" hay "ALIF". Ab mujhy wo shair likhna hay jo "Alif" se start ho.

 

Ae noor-e-Khuda (azw)(saw) aa kar aankhon men sama jana

Ya dar pe bulla lena ye khuwab men aa jana

Ae parda nasheen dil ke parde men raha karna

Jab waqt-e-Naz'a aaye deedar atta karna

 

Umeed hay aap samajh ga'ee hoongi.

W'salam

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Sister yahan par ashi'aar likhny ka rule ye hay ke jis "letter" (haraf) par shair khatam ho, agilee post men us "letter" jo shair start ho raha ho, wo likhna hay. Jaise aap ka shair "hamara" par end huwa hay, aur shair ka aakhiri "letter" hay "ALIF". Ab mujhy wo shair likhna hay jo "Alif" se start ho.

 

Ae noor-e-Khuda (azw)(saw) aa kar aankhon men sama jana

Ya dar pe bulla lena ye khuwab men aa jana

Ae parda nasheen dil ke parde men raha karna

Jab waqt-e-Naz'a aaye deedar atta karna

 

Umeed hay aap samajh ga'ee hoongi.

W'salam

 

 

(wasalam)

app nay akhir mein wo likha tha aghar urdu mein wo likhein tou "ha" per khatam nahi ho ga

yah ho sakta mein nay ghalat samjha ho app dekhyega 1 baar or

fi-aman:

 

Us gali ka gada ho mein jis mein

mangtay taaj'dar phirtein hain

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Sister men ne aakhiri "Letter" likha hay, "Word" nahin.

 

(salam)

sister apne ashaar last letter se sahi likhe hain. brother ne meri ghalti ki darustagi farmai hai.. (ja) .. main ne last word likha tha. asal last letter hai..

 

Us gali ka gada ho mein jis mein

mangtay taaj'dar phirtein hain

 

نظر میں دولھا کے پیارے جلوے حیاء سے محراب سر جھکائے

 

سیاہ پردے کے منھ پر آنچل تجلئ ذات بحت سے تھے

Link to comment
Share on other sites

(salam)

نماز اقصیٰ میں تھا یہی سر عیاں ہوں معنئِ اول آخر

 

کہ دست بستہ ہیں پیچھے حاضر جو سلطنت آ ٓگے کر گئے تھے

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...