Jump to content

مسئلہ اِستغاثہ اور اُس کی شرعی حیثیت (Gairullah Se Madad Mangna Oar Is Ki Sharaee Hesiyat)

NAJAMMIRANI

تجویز کردہ جواب

post-4879-0-12357300-1317192838.jpgpost-4879-0-72697200-1317192829.jpg

Bhai quboor k tawasul se dua karna ya ahle quboor ko dua k liye kehna aur bat he aur ahle quboor se koi cheez mangna aur bat he. Aap k zimma aisi hadees he jiss main ahle qaboor se apni koi hajat talab ki gai ho jese beta de do ya barish de do ya sehat de do waghera.

Ummeed he agli bar soch samajh kar jawab merhamat fermain ge.

Link to comment
Share on other sites

salam.gif

lagta hay app ko nazar kam ata hay may nay sub sau opar quran pak ki ayat paysh ki us par tum nay kuch nahi kaha ibnay kaseer or tabrani ki riwayat ko tum nay kaha y waseela ki dalil hay mayra tum say sawal hay kiya tum Ambiya Alaihisalam or oliya karam kay wasilay say mangnay ko mantay ho ?

or may nay shah abdul aziz muhadisay dahlvi ka aqida istamdad or shah abdul haq muhadisay dahlvi ka aqida with scayn paysh kiya app nay us ka koi jawab nahi diya or har martba 2 lainay likh kar jan churanay ki koshish kartay ho in bato ka jawab do

kiya zinda say madad mangna jaiz hay or qabar walay say mangna shirk hay y kufar ?

may nay tabrani ki hadeeeth paysh ki us ka bhi jawab do

Link to comment
Share on other sites

salam.gif

سویٹ صاحب۔ نہ تو آپنے ابھی تک اپنا عقیدہ لکھا اور نہ ہی کوئ دلیل دے سکے۔ ہر بار بس دو باتیں لکھ کر

نکل جاتے ہیں۔

خیر آپکے لیے کچھ نئے حوالے اسی فورم سے تلاش کیے ہیں۔آپ بھی اس تھریڈ کا مطالعہ کیجیے۔

post-1772-1234349502.jpg.pagespeed.ce.w3N1VC9U9x.jpg

2..JPG

2.jpg

3.jpg

4.jpg

Link to comment
Share on other sites

Jawab apko day dia hai. Ab ap bataen k jo ibartain pesh ki gayen hain wo Tawassul ki hain ya madad talab krnay ki? Agar Tawassul ki hain to Tawassul apki nazar main kia hai wo bh bata dain.

ISTAMDAD KI SOORAT IS K ILAWA KUCH NAHIN k muhtaj apni hajat Allah se talab karta he. Magar batawasul us banda k jo Allah k darbar main muqarab o mukarram he. Aur kehta he k ae parwardigar is banda ki barkat se jis ko tu ne apni rehmat aur karam se nawaza he meri hajat puri kar de. Ya is muqarab o mukarram ko nida karta he k ae Allah k bande aur us k wali aap mere liye safarash farmain. Aur Allah se mere matloob ki iltija karain k wo meri hajat ko pura kar de. So is soorat main banda darmiyan main waseela he. Qader aur dene wala AUR JISS SE SAWAAL KIYA GYA WO ALLAH HE. Aur is soorat main shirk ka shaiba tak bhi nahin he. Aur ye soorat aisi hi he jese Allah k naik bandoon se zindagi main tawasul aur TALAB E DUA ki jati he aur wo bilittifaq jaez he to phir ye jaez q nahin.

Ye mera maslak he. Likin aap k han to sahib e qabar se apni hajatain mangna bhi durust he. Is liye aap koi aisi hadees pesh fermain jis main ye amal kiya gya ho.

Aur zamana e qehat wali hadees main bhi sahabi ne Huzoor ki qabar e mubarik par hazir ho kar yahi amal kiya k aap se dua ki darkhast ki. Na k aap se barish talab ki. Aur YA MUHAMMADA se nida karne wala masla alag he us per phir kisi waqt bat kar lain ge. Filhal aap mojuda masla k dalail ki wazahat fermain.

Edited by sweet25123

wah acha tariqa hay jan churanay ka tum nay samja apni mangarat do batay likho or jann chot jaay gai pahlay sawalo kay jawab do or jo quran ki ayat or Ahdeeth paysh ki gaai un ka radd dalail say karo nay kay jo ji may aya likh diya or jo muhadethin ka aqida un ki kutab say dikhya gaya us ka bhi jawab nahi aya

or mustfaye bhai nay jo tazkira tul huffaz ki hadeeth paysh ki us may muhadethen nay nabisaw.gif say roti ka sawal kiya (mafhom)us ka bhi tum nay nahi jawab diya lagta hay tumhra ilm say dor dor tak koi wasta nahi Ab agar kuch likhna to dalail kay sath

Edited by kaamran
Link to comment
Share on other sites

Bhai aap bila wajha bat ko uljha rahe hain. Aap k zimma sirf aisi hadees pesh karna he jis main kisi sahib e qabar se apni hajat mangi gai ho.

lagta hay app bugzay rasoolsaw.gif bugzay suhabara.gifor bugzay muhadethen may itnay anday ho gaay kay app ko kuch dikhai nahi day raha may nay app kay liay y artikal paysh kiya tha jis may hamra aqida istamdad bayan kiya gaya na app nay is ka jawab diya na app nay quran ki ayat ka lagta hay app quran kay munkir hay jo quran par to a nahi rahay or na muhadethen kay aqiday ka jawab diya app is artikal ko gor say paray to app ko hamra aqida pata chal jaay gha or tumhra kiya aqida hay kay zinda say mangna jaiz or sahib qabar say mangna shirk is ka bhi jawab dayna or artikal ko zaroor parna

Link to comment
Share on other sites

ISTAMDAD KI SOORAT IS K ILAWA KUCH NAHIN k muhtaj apni hajat Allah se talab karta he. Magar batawasul us banda k jo Allah k darbar main muqarab o mukarram he. Aur kehta he k ae parwardigar is banda ki barkat se jis ko tu ne apni rehmat aur karam se nawaza he meri hajat puri kar de. Ya is muqarab o mukarram ko nida karta he k ae Allah k bande aur us k wali aap mere liye safarash farmain. Aur Allah se mere matloob ki iltija karain k wo meri hajat ko pura kar de. So is soorat main banda darmiyan main waseela he. Qader aur dene wala AUR JISS SE SAWAAL KIYA GYA WO ALLAH HE.

Ye tareef main ne khud se nahi ki bal k ye fatawa azizi main likhi he. Jin buzurgon k hawala jat de kar aap awam ko dhoka dena chahte hain un k istamdad ka matlab wo he jo uper byan hua.

Likin aap hazrat k han to sahib e qabar se apni hajtain mangna durust he aur baqol aap k yehi sahaba ka aqeeda he. To aap apne is aqeede k saboot main wazea hadees pesh ferma dain. Bat khatam ho jae gi. Lambi lambi postain karna aur ghair mutaliqa riwayat naqal karne ka koi faida nahi he. Agar aap k aqeede per koi sahi hadees he to pesh fermain.

Link to comment
Share on other sites

ISTAMDAD KI SOORAT IS K ILAWA KUCH NAHIN k muhtaj apni hajat Allah se talab karta he. Magar batawasul us banda k jo Allah k darbar main muqarab o mukarram he. Aur kehta he k ae parwardigar is banda ki barkat se jis ko tu ne apni rehmat aur karam se nawaza he meri hajat puri kar de. Ya is muqarab o mukarram ko nida karta he k ae Allah k bande aur us k wali aap mere liye safarash farmain. Aur Allah se mere matloob ki iltija karain k wo meri hajat ko pura kar de. So is soorat main banda darmiyan main waseela he. Qader aur dene wala AUR JISS SE SAWAAL KIYA GYA WO ALLAH HE.

Ye tareef main ne khud se nahi ki bal k ye fatawa azizi main likhi he. Jin buzurgon k hawala jat de kar aap awam ko dhoka dena chahte hain un k istamdad ka matlab wo he jo uper byan hua.

App nay phir mayray kisi sawal ka jawab nahi diya or ik nakam si koshish ki istamdad kay rad par app ko chahiay tha kay istamdad ligayrillah kay radd par pahlay quran say dalil daytay phir hadeeth paysh kartay or phir muhadethen ka aqida paysh kartay bahar hall app nay jo istamdad ki taref likhi app nay kaha kay wo fatawa azizia main likhi hay Agar app nay mayri post no 25 or 26 pari hoti jis may main nay shah ABDUL HAQ OR SHAH ABDUL AZIZ muhadeth dahlvi Alayhirahma ka aqida paysh kiya tha to app y batt na kartay may nay shah abdul aziz kay fatawa aziziya ka sacyn paysh kiya tha jis may unho nay saf lafzo may likha hay kay qabar walay say istamdad kis tarha karni chahiay nichay us kay scayn dobra paysh kar dayta ho

Edited by kaamran
Link to comment
Share on other sites

Bhai in sari tehriron ko istamdad ki tareef ko samne rakh kar parho ge to ashkal khatam ho ga aur bat ki samajh bhi shayad aa jae. Hazrat Shah Abdul Aziz ra k han

ISTAMDAD KI SOORAT IS K ILAWA KUCH NAHIN k muhtaj apni hajat Allah se talab karta he. Magar batawasul us banda k jo Allah k darbar main muqarab o mukarram he. Aur kehta he k ae parwardigar is banda ki barkat se jis ko tu ne apni rehmat aur karam se nawaza he meri hajat puri kar de. Ya is muqarab o mukarram ko nida karta he k ae Allah k bande aur us k wali aap mere liye safarash farmain. Aur Allah se mere matloob ki iltija karain k wo meri hajat ko pura kar de. So is soorat main banda darmiyan main waseela he. Qader aur dene wala AUR JISS SE SAWAAL KIYA GYA WO ALLAH HE.

(Fatawa Azizi book 2 page 108) Ab sari tehreeron ko is mazmoon ki roshni main parho. Shayad bat ki samajh aa jae.

Aur doosri bat ye k aap k zimma aik hadees thi us ka kya hua??????

Link to comment
Share on other sites

Sweet sahab. Andhay ko agar soraj nazar na aye to is ka matlab ye nahi k Soraj ka wajood nahi hai. Ap nay bilawaja ki behas laga rakhi hai. Hadeesain ap ko di gayen lekin ap khod hi Shareh ban bethay. Zara Hazrat Umar wali hadees ko parhna. Or fatwa azizi ki ibarat ks tarah hamaray aqaid k khilaf hai zara wazeh farmayen.

Jb ap ko hamaray aqeeday k baray main hi nahi pata to bilawaja ki behas ka kia faida?

Link to comment
Share on other sites

Bhai jin riwayat main Kisi sahib e qabar se koi cheez talab ki gai he wo riwayat likh dijye Please.

sweet25123 Sb aap ny Sahbe Qaber sy koi Cheez Talab k bary mai koi riwait mangi

pehly to aap hum per tasub ka tana dy rahy thy k hum hum tasub mai andhy hn lakin jub pocha gia to aap ny jawab deny ki bjaiy new sawal ker dia

aap ye btain k kia zinda sy koi cheez talab kern jaiz hy ? Zinda chahy dor ho ya Qareeb ,

phir ager koi Sahbe Qaber sy koi Cheez Talab kery to wo aap k nazdeek kia ho ga ? kia wo mushrik hy ? kia wo kafir hy ? kia wo bidati hy ?

umeed hy aap baat ko goal kerny k bejaiy seedha seedha jawab post kerin gy ta k hum bhe aap ko aap ki matlooba Rawait Muhia ker skain .

Link to comment
Share on other sites

Ye hai hamara aqeeda.

post-5026-0-05434100-1317651900.jpg

To is ka matlab he k aap ye samajhte hain k ahle quboor ko allah ne ye ikhtiyar diya he k wo aap ki hajtoon ko pura karain???

Aur hazrat Umar ra wali hadees jiss main qehat k zamane main aik sahabi ne Qabre mubarik par ja kar arz kiya tha to unhoon ne bhi huzuur se dua ki derkhast ki thi na k aap se pani talab kiya tha.

Edited by sweet25123
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Bhai jin riwayat main Kisi sahib e qabar se koi cheez talab ki gai he wo riwayat likh dijye Please.

حدیث ۱:۔

elba4k.jpg

111s3s0.jpg

امام المنذری رحمتہ اللہ علیہ نے فرمایا : امام طبرانی رحمتہ اللہ علیہ نے اس کو روایت کر کے کہا یہ حدیث صحیح ہے ۔ ﴿ الترغیب والترھیب ﴾۔

امام الھیثمی رحمتہ اللہ علیہ نے بھی امام طبرانی رحمتہ اللہ علیہ کی تصدیق کو مانا ہے ۔ ﴿ مجمع الزوائد جلد ۲ حدیث ۳٦٦۸ ﴾ ۔

حتی کہ وہابیوں کے سب سے بڑے مولوی ابن تیمیه نے بھی اس حدیث کو صحیح قرار دیا ہے ۔﴿ القاعدۃ الجلیلہ فی التوسل والوسیلہ ص ۱٥٦

امام محمد بن یوسف الصالحی الدمشقی رحمتہ اللہ علیہ نے اپنی کتاب سبل الھدی میں حضور نبی کریم ﷺ کے وصال کے بعد آپ ﷺ سے توسل کا باب قائم کیا ۔

الباب الخامس في ذكر من توسل به - صلى الله عليه وسلم - بعد موته

روى الطبراني والبيهقي - بإسناد متصل ورجاله ثقات - عن عثمان بن حنيف أن رجلا كان يختلف إلى عثمان بن عفان في حاجة

اور فرمایا کہ امام طبرانی اور امام البیھقی نے اسے باسناد متصل اور ثقہ راویوں کے ساتھ روایت کیا ہے۔ ﴿ سبل الھدی ج۱۲ ص ٤٠٧ ﴾۔

یہ ہے پہلی حدیث اور یہ بھی بتا دوں کہ یہ نبی کریم ﷺ کے ظاہری وصال کے بعد کا واقعہ ہے حضرت عثمان غنی رضی اللہ تعالٰی عنہ کے دور خلافت کا ۔

اب آپ دیکھ سکتے ہیں کہ صحابہ کا عقیدہ بھی یہں تھا اور الحمدللہ اہل سنت والجماعت بھی اسی عقیدہ پر ہے بات صرف سمجھنے کی ہے اور علم کی ہے کچھ لوگوں کو علم کی کمی کی وجہ سے وھابی دھوکہ دے کر اسلام کے اصلی عقائد سے گمراہ کر دیتے ہیں جبکہ اہل سنت والجماعت الحمدللہ آج بھی صحابہ کے عقیدے پر ہیں اور (ia) ہمیشہ رہیں گے۔

ابھی صرف ایک حدیث پیش کی ہے جس سے دور سے بھی آپ ﷺ سے مدد طلب کرنے اور آپ کے توسل سے اللہ پاک سے دعا کرنے کا ثبوت ہے کیونکہ آج کل زیادہ تر اسی بات پر گمراہ لوگ شور مچاتے ہیں کہ دور سے پکارنا معاذاللہ شرک ہے جبکہ حدیث پوری پڑھیں آپکو خود ہی پتہ چل جائے گا کے ان لوگوں کے شرک کے فتوے معاذاللہ کہاں کہاں تک جاتے ہیں اور نہ صرف یہ بلکہ حضور نبی کریم ﷺ کے روضہ مبارک پر کھڑے ہو کر توسل کرنے اور مشکل میں آپ ﷺ سے مدد طلب کرنے کی صحیح روایات صحابہ اور اسلاف کے دور کی بھی موجود ہیں جو کہ (ia) ضرورت پڑنے پر پیش کر دی جائیں گی ۔

(ah)

Link to comment
Share on other sites

Aur hazrat Umar ra wali hadees jiss main qehat k zamane main aik sahabi ne Qabre mubarik par ja kar arz kiya tha to unhoon ne bhi huzuur se dua ki derkhast ki thi na k aap se pani talab kiya tha.

Payare Bhai is par bhi Ahadith Mojud hain main (ia) post kar doonga . Bhai Jaan sab se pehlay aapko tawasul ke mutaliq janana chahiye kiyunkeh jab tak aap Tawasul ka concept nahin samjhen gey aapko shayad samjh na aye Riwayat ki bhi .

Dekhen Humara yehi Aqida hai ke Anbiya Alyehim Asalam aur Awliya Rehmatullah Alyehim Allah ki Ataa se Madad kartay hain aur is par poori Ummat ke har dor ke Scholars ki kitabain dalil ke liye mojud hain aap Fiqh ki kitabain bhi check kar len aur yehi Aqida Shuru se hai isko MazAllah shirk kehnay wlay to takreeban 200 saal pehlay paida hue hain shuru se sabhi ka yehi Aqida hai .

Dekhain Hum Mushkil mein jab Ya Rasool Allah (ra) ya phir Ya Ali (ra) pukartay hain to Allah unkay Waseelay unki Barkat se Humari Mushkilain hal kar deta hai . na to koi Unko MazzAllah Khuda samjhta hai na hi kisi ka yeh Aqida hai ke woh Allah Azzwajal ki MArzi ke khilaaf Madad kartay hain dekhen Allah hi unko Ata karta hai aur woh Madad kartay hain .

Nabi Kareem (saw) ki Hadith e Mubarikah mein hai jiska Mafhoom kuch yun hai ke Aap (saw) ne khud Farmaya ke Allah Ataa karta hai main taqseem karta hooon to phir is par aap kiyun confuse hain.

Agar aap haq ki talash mein hain to aapko har qisam ka saboot diya ja sakta hai is mozu par . Wahabi isko jaan bujh kar ghalat andaz mein pesh kartay hain aur aam logon ko confuse kartay hain . Aapko Fiqh se le kar Tassawuf Tak aur humaray jo Fiqh ke Imam hain (ra) unse bhi Saboot diye jaa saktay hain .

inshort Sabhi ka yehi aqida tha baat sirf Ilam ki hai jo kuch thoday se log inkaar kartay hian woh mehaz kam ilami ki binah par Wahabion ke hathay charhnay ki wajah se kartay hain . Jabkeh Khud wahabion ke apnay Akabarin is ko Maan kar gaye hain aur kitabon mein likh kar gaye hain jisko ab yeh log badal rahay hain i have also proof of their forgery woh log ab yeh sab kitabain bhi badal rahay hain..

Edited by alSaifiya
Link to comment
Share on other sites

kitab%20ul%20adab%20ul%20mufrad%20by%20imam%20bukhari%20rahimuhullah.jpg

OgAAAIoy70iaw8UNbnDovZCUq_vWqr0GCzCOwnbCUerf2M1vtLmzAjwy6x19_jdJ2fH_YTlUtnWWtosIulmRPrKiwFwAm1T1UEBU0fpdHIX1ZPo4hfvGvukChU2M.jpg

حدیث کا آسان اردو ترجمہ یا مفہوم بھی کہہ سکتے ہیں

ایک دفعہ حضرت ابن عمر رضی اللہ تعالٰی عنہ کی ٹانگ سن ہو گئی تو ایک آدمی نے ان سے کہا کہ لوگوں میں سے جو ہستی آپکو سب سے زیادہ محبوب ہے اسے یاد کریں تو انہوں نے کہا : یا محمد ﷺ

اس حدیث کے تمام راوی ثقہ بخاری اور مسلم والے ہیں۔

ملا علی قاری رحمتہ اللہ علیہ فرماتے ہیں :۔

كانه رضى الله تعالى عنه قصد به اظهار المحبة فى ضمن الاستغاثة ‘‘ ۔’’

کہ حضرت ابن عمر رضی اللہ تعالٰی عنہ نے اپنی محبت کا اظہار استغاثہ کی شکل میں کیا ۔

﴾ملا علی قاری :شرح الشفاء ۲/٤١﴿

ملا علی قاری رحمتہ اللہ علیہ جو کہ فقہ حنفی کے بہت بڑے عالم اور اتھارٹی ہیں انہوں نے اس حدیث کی تشریح کر کے وھابیت کا جنازہ نکال دیا۔

اور اب تو وھابیوں نے الادب المفرد سے یا کو نکال ہی دیا ہے کیونکہ انکے نزدیک یہ معاذاللہ شرک ہے۔ دھوکے باز جعل ساز وھابی۔

آپ دیکھ سکتے ہیں اس میں بھی کہ حضرت ابن عمر رضی اللہ تعالٰی عنہ نے نبی کریم ﷺ سے استغاثہ کیا ۔

Edited by alSaifiya
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

حدیث ۱:۔

elba4k.jpg

111s3s0.jpg

امام المنذری رحمتہ اللہ علیہ نے فرمایا : امام طبرانی رحمتہ اللہ علیہ نے اس کو روایت کر کے کہا یہ حدیث صحیح ہے ۔ ﴿ الترغیب والترھیب ﴾۔

امام الھیثمی رحمتہ اللہ علیہ نے بھی امام طبرانی رحمتہ اللہ علیہ کی تصدیق کو مانا ہے ۔ ﴿ مجمع الزوائد جلد ۲ حدیث ۳٦٦۸ ﴾ ۔

حتی کہ وہابیوں کے سب سے بڑے مولوی ابن تیمیه نے بھی اس حدیث کو صحیح قرار دیا ہے ۔﴿ القاعدۃ الجلیلہ فی التوسل والوسیلہ ص ۱٥٦

امام محمد بن یوسف الصالحی الدمشقی رحمتہ اللہ علیہ نے اپنی کتاب سبل الھدی میں حضور نبی کریم ﷺ کے وصال کے بعد آپ ﷺ سے توسل کا باب قائم کیا ۔

الباب الخامس في ذكر من توسل به - صلى الله عليه وسلم - بعد موته

روى الطبراني والبيهقي - بإسناد متصل ورجاله ثقات - عن عثمان بن حنيف أن رجلا كان يختلف إلى عثمان بن عفان في حاجة

اور فرمایا کہ امام طبرانی اور امام البیھقی نے اسے باسناد متصل اور ثقہ راویوں کے ساتھ روایت کیا ہے۔ ﴿ سبل الھدی ج۱۲ ص ٤٠٧ ﴾۔

یہ ہے پہلی حدیث اور یہ بھی بتا دوں کہ یہ نبی کریم ﷺ کے ظاہری وصال کے بعد کا واقعہ ہے حضرت عثمان غنی رضی اللہ تعالٰی عنہ کے دور خلافت کا ۔

اب آپ دیکھ سکتے ہیں کہ صحابہ کا عقیدہ بھی یہں تھا اور الحمدللہ اہل سنت والجماعت بھی اسی عقیدہ پر ہے بات صرف سمجھنے کی ہے اور علم کی ہے کچھ لوگوں کو علم کی کمی کی وجہ سے وھابی دھوکہ دے کر اسلام کے اصلی عقائد سے گمراہ کر دیتے ہیں جبکہ اہل سنت والجماعت الحمدللہ آج بھی صحابہ کے عقیدے پر ہیں اور (ia) ہمیشہ رہیں گے۔

ابھی صرف ایک حدیث پیش کی ہے جس سے دور سے بھی آپ ﷺ سے مدد طلب کرنے اور آپ کے توسل سے اللہ پاک سے دعا کرنے کا ثبوت ہے کیونکہ آج کل زیادہ تر اسی بات پر گمراہ لوگ شور مچاتے ہیں کہ دور سے پکارنا معاذاللہ شرک ہے جبکہ حدیث پوری پڑھیں آپکو خود ہی پتہ چل جائے گا کے ان لوگوں کے شرک کے فتوے معاذاللہ کہاں کہاں تک جاتے ہیں اور نہ صرف یہ بلکہ حضور نبی کریم ﷺ کے روضہ مبارک پر کھڑے ہو کر توسل کرنے اور مشکل میں آپ ﷺ سے مدد طلب کرنے کی صحیح روایات صحابہ اور اسلاف کے دور کی بھی موجود ہیں جو کہ (ia) ضرورت پڑنے پر پیش کر دی جائیں گی ۔

(ah)

Bhai sahaib ye hadees tawassul k bare main he. Agar is hadees se aap ahle quboor se apni hajtain mangne per isdlal karte ho to ye to aap k khilaf gawahi de rahi he. Q k agar sahabi ka aqeeda tha k Huzoor meri hajat ko pura fermain ge to wo Hazrat Usman k pas q jana chahte the???

Link to comment
Share on other sites

Bhai sahaib ye hadees tawassul k bare main he. Agar is hadees se aap ahle quboor se apni hajtain mangne per isdlal karte ho to ye to aap k khilaf gawahi de rahi he. Q k agar sahabi ka aqeeda tha k Huzoor meri hajat ko pura fermain ge to wo Hazrat Usman k pas q jana chahte the???

Bhai Sahib is post ko change na kijiye ga main baad mein jawab doonga .

waisay jatay jatay itna zaroor kahoon ga ke apki aqal aur samjh ka andaza ho geya agar apko is Hadeeth ki samjh nahin ayi to baqi kya samjhen ge is mein aapko na InshaAllah Istaghatha dikhaoonga . jaa raha hoon 3 4 ghantay baad aaonga tab tak Hadith ko bar bar parhiye agar samjh aa gayi to phir post remove kar dijiye ga warna main InshAllah Allah ki Tofeeq aur Aaqa Kareem (saw) ke Tawasul aur Sadqe se aapko samjha doonga aur is mein Istighatha bhi dikha doonga .. (ia)

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...