Bismillah مراسلہ: 22 جولائی 2010 Report Share مراسلہ: 22 جولائی 2010 (ترمیم شدہ) ek shakhs nay daant niklwaya aur dant niklnay ki wajah say us jaga par khoon rehta hai keh jab bhi kuli karein ya thookain to khoon nikal ata hai kyon keh abhi zakham taza hai, ab namaz kay liey wuzu karna hai to kaissay karein? kyon keh agar sirf wuzu kay 4 farz ada kar kay hi wuzu kiya jaey to phir bhi moun (mouth) main khoon laga rehta hai ya chehra dhootay waqat zakhm say kuch khoon nikal ata hai aur jab bhi thooka jaey to us main khoon zaroor hota hai. aur namaz main qiraat kay liey moun ka paak hona to galiban zaroori hai. to aissi situation main namaz kaissay pari jaey. agar kissi islami bhai & behan ko sahi masla maloom ho to share karein, shukrya! Edited 22 جولائی 2010 by Bismillah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
unknown مراسلہ: 22 جولائی 2010 Report Share مراسلہ: 22 جولائی 2010 Asalamou Alekum WarehmaTullah Alehi WaBarakatou Faizan-e-attar say yeh jawab mila hai, http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=21423 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔