Jump to content

سہ ماہی مجلہ " کلمہءحق " لاہور

Ghulam E Mustafa

تجویز کردہ جواب

  • 2 months later...

Alhumdulilah Asim Bhai iss ka New Issue bhi aa gaya hai mager hum ne unn say iss dafa uss ki Original Composing mangi hai takey zyada achy andaz mein bajai scan ky uss composing ko thora design kar ky upload kiya jai takey scan ki wajha say jo file ka size zyada hota hai woh bhi nah ho aur khubsoorti bhi aa jai ... umeed hai within 1 Week Kalma e Haq 3 upload kar diya jai ga.

33m8qar.jpg

5lnr6u.jpg

Ahbab say Guzarish hai Mundarja Bala Addresses say yeh Mujila khareed kar khudh bhi parhein aur dosry logon ko bhi iss ki talqeen farmain DeoGandiyat o Wahbiyat ky taboot mein yeh Raza ka Nezey ki aik buhat shakht Maar hai.

Link to comment
Share on other sites

On 10/4/2010 at 12:59 AM, Ghulam E Mustafa said:

umeed hai within 1 Week Kalma e Haq 3 upload kar diya jai ga.

bhai Aik Shumara to first post main upload hay , shayd shumara number 2 hay ... aor aapnay shumara 3 ka zikr kia , to bhai is hisab say aik shumara missing hay yeh kis website say mil skta hay???

Link to comment
Share on other sites

Actually Usman Bhai Kalma e Haq Issue No. 1 humein nahi mila kya hai na yeh apne No'eyat ka pehla Sunni Magazine hai yani full radd e deoGandiyat o najdiyat tu app yaqeen nahi maney gai jo iss Kalma e Haq ky Editor hein yani Mesam Abbas Rizvi Sahab woh kehty hein ky hum ne jab iss ka Issue No. 1 nikala tu koi Copy nahi bachi yahan tak ky meine bhi uss ki ziyarat nahi ki thi wagarna woh bhi mein upload kar daita phir jab Issue No. 2 aya tu Alhumdulillah uss ky unhon ne 2 Editions nikalay aur unn ka bhi pata hee nahi chala MashaAllah Alhumdulillah itne zyada response mili aur abb 3rd Edition nikla hai tu Mesam Abbas Rizvi Sahab farma rahe thay ky pata hee nahi chala ky kidher gaya hai Alhumdulilah Azzawajal ... laikin i think 3rd Issue ka bhi unhein 2nd Edition zaror nikalna paray ga kyon ki 3rd Issue mein jitne zabardast Articles hein woh alfaz mein bayan nahi kiye jaa sakty.

Laikin yeh abb 3rd Issue hai Kalma e Haq ka aur InshaAllah jald upload ho jai ga.

(azw)(ja)

Maloomat Frahm krnay k liay Bahut shukria bhai :)

salam.gif

JANAB AGER COMPOSING KA MASLA HAI TU AAP MUJHE BATA DAENA MAE POORI TRY KAROUGA IS KO COMPOSE KARNAE KI AUR AAP KO DAEDOUGA AUR IS K ELAWA DESING AAP KAR LAENA WASE KARACHI MAE IS KA KOI TAQSEEM KARNAE WALA NAHI HAI ? AGER HO TO ZAROUR INFO KAREN AUR COMPSOING KARWANI HO TO IS KALMA E HAQ KI TO MUJHE SCAN KAR K DAE DAEN MAE INSHAHALLAH POURI TRY KAROUGA.

jazak_allah.gif

Wa Alaikum Salam,

Brother Composing ka masla nahi hai composing tu Messam Abbas Rizvi Sahab karwa laity hein unhon ne farmaya tha ky woh mujhe CD bhejh dein gai bajai scan ky mein CD say achi tarha design kar ky Kalma e Haq 3 ko upload kar don ga.

Haan agar ajj kal app IslamiEducation ky liye Composing ka koi kaam nahi kar rahe tu mein soch raha tha ky agar mein app ko Ala Hazrat, Hakeem Muhammad Moosa Amratsari, Dr. Prof. Masood Ahmed, Shah Ahmad Noorni jaisy Ulama e Ahl e Sunnat ki Biography per kuch Articles magazines say scan kar ky bhejh don app unhein type kar dein aur unn ko hum IslamiMehfil, IslamiEducation & Irshad-ul-Islam per dey tu buhat acha ho ga kyon ki Ala Hazrat ky ilawa baqi jinn shaksiyat ka meine naam likha inn per buhat kam mawad hai internet ki dunya mein.

So agar app IE ky liye ajj kal composing ka koi kaam nahi kar rahe tu matla farmaye ga.

Link to comment
Share on other sites

  • 2 months later...
  • 4 weeks later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...