Umar Taj Attari مراسلہ: 7 جولائی 2010 Report Share مراسلہ: 7 جولائی 2010 Mje aik sahab ne kaha he ke Mufti Akhtar raza khan sb ne Apni Aik Book Raqs e Shetan me Ameer e Dawat e Islami Ilyas Qadri Aur Tahir ul Qadri ki Takfeer ki he. aur kehta he ke me ne khud book me dekha he. tamam bhaion se Guzarish he ke jo bhjai pata kar sakten he barae madina is book ke bare me pata kar ke btaen. aur ye ke Mufti sahb ke mazkora shakhsiyat ke bare mein aur in ke tanzeemon yani Dawateislami aur minhaajulquran ke bare me kia khyalat hen. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ghulam e murshid مراسلہ: 7 جولائی 2010 Report Share مراسلہ: 7 جولائی 2010 (ترمیم شدہ) Hazrat jis kitab ka naam apne diya hai woh huzur tajushsharia ki nahi hai unhone kaha hai ki aisi koi kitab meri nigah se nahi guzri aur ye kitab ek ghaire mustand aadmi ki hai aur aap ka doosra suwal ki dawateislami ki tanzeem ke bare mein un ka kya khayal hai to woh kehte hai ki main na is ki tayid mein hoon na mukhalifat mein aur minhaj ul quran ka mujh ko nahi ma,aloom. Edited 7 جولائی 2010 by ghulam e murshid اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Shan E Raza مراسلہ: 8 جولائی 2010 Report Share مراسلہ: 8 جولائی 2010 salaam may ney bhi suna thai is baarey mey lekin phir pata chla hai k yeh kitab Mufti Akhtar Raza Khan sb ki nahi hai.inida k kisi bandy ki hai or is ka jawab India se shaya honey waley risaley Jam e Noor mey hai jis mey ulama e ahle sunnat ney ameer e ahle suunat k baarey mey apni raye ka izhaar kiya hai.or minhaj ul quran kkhilaf mufti akhtar raza khan sb or degar ulma e ahle sunnat ka fatwa hai k Dr tahir ul qadiri sb gumrah hain.kiun k unho ney Ahle sunnnat k wahabi se ikhtilaf ko furoi karar diya hai halankey ahle sunnat ka un se usooli ikhtilaf hai.isi tarha k degar ikhtilafat hain. aap sulah kulliyat wali section mey dekh saktey hain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔