Madani Munna مراسلہ: 16 فروری 2007 Report Share مراسلہ: 16 فروری 2007 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mujtaba مراسلہ: 16 فروری 2007 Report Share مراسلہ: 16 فروری 2007 Brother nice post let me add some data to ur post Injeel Barmabas ka jo edition meray pass hay uss ko firts time urdu main 1916 main trasnlate kiyya gaya tha aur baad main yeh publish hoti rahi Jo edition meray pass hay uss ka Muqaddama/preface aik Deobandi Aalim Molvi Ameen Safdar Okarvi nay likha hay aur uss nay pooray 22 pages mian yeh saabit kiyya hay keh yehi asli Injeel hay aur Barnabas jo Hazrat Iesa ka HAwaari tha uss ki likhi hui hay aur bilkul mustanad nuskha Aur aakhir mian to kamaal hi kar di aur poori Deobandiyyat aur Wahbiyyat kay moonh par joota maara kar kaha keh. Injeel Barnabas main jo aqaid zikar hain woh bilkul Haq hain. aur phir kuch aagay likha keh Iesaaion ka iss Injeel say Inkaar Qayamat ki nishani hay to phir mera yeh sawaal hay keh Agar yeh asli Injeel hay aur iss kay aqaid HAQ hain aur inn ka inkaar Qayamt ki Nishani hay christians kay liye to phir jo Muslmaan inn Aqaid ka inkaar karay to uss kay baaray main kaya hukam hay keh uss nay ALLAH ki kitaab ki khilaaf warzi ki ya na ki??? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mujtaba مراسلہ: 16 فروری 2007 Report Share مراسلہ: 16 فروری 2007 here are the scanned images of those refernces given by u اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mujtaba مراسلہ: 16 فروری 2007 Report Share مراسلہ: 16 فروری 2007 Agar kissi Wahabi ya deobandi ko abi bhi samjh na aaye aur koi takleef ho HAQ qabool karnay main aur unn ka PEER Shaitan e NAJDI unn ko yeh kahay keh yeh book Sunnion nay khud print ki hay jaisay unn ko pehlay unn ka PEER Shaitan e NAJDI iss tarh kay aitraaz batata rehta hay to phir yeh bhi note kar lain Yeh kissi Sunni ki webiste nahin balkeh Christians ki hay iss man bhi yeh references mojood hain http://www.barnabas.net/ http://www.barnabas.net/barnabasP39.html Gospel of Barnabas Chapter # 39 'Adam , having sprung up upon his feet, saw in the air a writing that shone like the sun, which said: "There is only one God, and Muhammad is the messenger of God." Whereupon Adam opened his mouth and said: "I thank thee, O Lord my God, that thou hast deigned to create me; but tell me. I pray thee, what meaneth the message of these words: "Muhammad is messenger of God. Have there been other men before me?" 'Then said God: "Be thou welcome, O my servant Adam . I tell thee that thou art the first man whom I have created And he whom thou hast seen [mentioned] is thy son, who shall come into the world many years hence, and shall be my messenger, for whom I have created all things; who shall give light to the world when he shall come; whose soul was set in a celestial splendour sixty thousand years before I made anything." 'Adam besought God, saying: "Lord, grant me this writing upon the nails of the fingers of my hands." Then God gave to the first man upon his thumbs that writing; upon the thumb-nail of the right hand it said: "There is only one God," and upon the thumb-nail of the left it said: "Muhammad (saw)is messenger of God." Then with fatherly affection the first man kissed those words, and rubbed his eyes, and said: "Blessed be that day when thou shalt come to the world." اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mujtaba مراسلہ: 16 فروری 2007 Report Share مراسلہ: 16 فروری 2007 Angoothay Choomnay ka masla aur yeh Hawala bhi deobandi Molvi ki taraf say Angootahy Choomnay kay baaray main Angoothay Choomnay kay Maslay main kissi ko agar mazeed tehqeeq darkaar ho to yahan parh lay http://www.islamieducation.com/library/boo...id15/index.html chand mazeed hawalay iss silsilay main اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 16 فروری 2007 Report Share مراسلہ: 16 فروری 2007 Brothers.. behtreen post hai.. Allah aapko jazaye khair ata fermaye.. Aameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Muslim مراسلہ: 17 فروری 2007 Report Share مراسلہ: 17 فروری 2007 (ترمیم شدہ) bohat acha kaam kia hay .. Injil se Rasool(SAW) kee nabuwwat ka saboor pesh kia hay but agar aap log aur Sare muslim bhai Firqawariat ko chor kar apni saree tawajju in kafiro se munaziray karnay mai laga den to Khud aap sochain Islam ko kitna faida hoga. Neez yeh k agar ham ik dosre ko hee kafir mushrik kehtay phirain gay to dosre mazhab ke log kia bolain gay hamare bare mia Khudaaraaa sochiye aur is soch ko jhatak dijiye ke Deobandio Wahabio ko neechaa dikhaanaa hay ...Srf Islam ka bol balaa karna hay .. Jazakallahu Kher Edited 17 فروری 2007 by Muslim اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 17 فروری 2007 Author Report Share مراسلہ: 17 فروری 2007 JazakAllah Bahi Bari Malomati POst Hai Thnx 4 Sharing Allah Hafiz اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
zimal مراسلہ: 1 ستمبر 2014 Report Share مراسلہ: 1 ستمبر 2014 Aslamualaikum brother..I wanna ask u about a thing. I had just read your posts about injeel-e-barnabbas.. I want to ask k u had written that k "akhir m.uno ne poori wahabiat r deobanduit k mun p joota mara" kia mtlb h iss bt ka mje smj ni ai..please explain me..I don't know who r wahabi r deobandi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
zimal مراسلہ: 1 ستمبر 2014 Report Share مراسلہ: 1 ستمبر 2014 Write said by Muslim brother hum sirf musalman hain no deobandi r wahabi r anything only Muslims اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔