Jump to content

Ulama-E-Deoband Kay Angraizon Say Taluqat


Eccedentesiast

تجویز کردہ جواب

Syed Ahmad Barelwi Kay Naam Nihad Jihad Ki Haqeeqat

Molvi Abul-Hasan Nadvi Kitab Seerat-e-Ahmadia Jild Awal Safha 190 mein yun Raqamtraz hein:

 

''Itne mein kia dekhte hein k Angrez Ghore per swar Chand Palkion mein khaana rakhe Kashti k qareeb aaya aor poocha k Syed Ahmad sahb kahan hein? Hazrat ne kashti per se jwab dea mein yahan hon.Angrez Ghore per se utra Topi haath mein li Aor kashti per phuncha Mizaj pursi k baad kaha mein ne 3 roz se apne mulazim yaha khare kar deay the k aap ki itela krein aaj unhon ne itela ki k Hazrat sab Qafila k saath tumhaare makan k saamne phunche.Itela paa ker Ghuroob-e-Aaftab tak khaane ki tayari mein mashghool raha.Tayar krne k baad laya hon.Syed sahib ne hukam dea k khaana apne bartnon mein muntaqil kr dea jae.Khaana lekr Qafile mein taqseem ker dea gea.Aor angrez 2,3 ghante Thehr ker chala gea.''

 

Yeh hein Syed Ahmad Barelwi sahib

 

Giyarween ka khaana to najaiz per Angrez sarkaar ka khaana bilkul jaiz..........Ise kehte hein Angrez Dosti.

 

Syed ahmad sahib aor Syed Ismael sahib ne kabhi angrez k khialf jihad nahi kia...(Aks Neechay deay jarhay hain)

 

In logon ne Kabhi ANgrez k khilaf jihad ka fatwa dea hi nahi......Sboot neechay mulahiza kijiay:

 

Ager Angrez per koi hamla Aawar ho to Muslmanon ka farz hey k wo is se larein aor apni govenment per aanch na aane dein: (Asal Scan neechay hazirhay:)

 

Angrez ki Dawat-e-Ta'am ka waqia Syed Ahmad Barelwi k bhaanje Syed Muhammad Ali ne Apni Kitab Makhzan-e-Ahmadi (Farsi) Safha 67per bhi likha hey...(Aks neechay Mulahiza Kijiay)

 

KItab Makhzan-e-Ahmadi K baare mein Molvi Ghulam Rasool Mehar k Tasurat mulahiza kijiay:

 

Syed Ahmad Barelwi k 4 bhaanje the,Bre Syed Muhammad Ali jinhon ne ibteda se aaghaz-e-jihad tak k haalat likhe aor is kitab ka naam ''Makhzan-e-Ahmadi'' rakha.

1k martba Chap bhi gae thi mager ab kamyaab hey balke Naayab hey''

 

 

(Afadaat-e-Mehr,Doctor Sher Bahadur Khaan,Matbooa Shekh Ghulam Ali And Sons ,Lahore..Safhfa 139)

1.jpg

2.jpg

3.jpg

4.jpg

5.jpg

1.jpg

2.jpg

3.jpg

4.jpg

5.jpg

6.jpg

7.jpg

8.jpg

9.jpg

10.jpg

11.jpg

12.jpg

13.jpg

14.jpg

15.jpg

16.jpg

17.jpg

18.jpg

19.jpg

20.jpg

21.jpg

22.jpg

23.jpg

24.jpg

25.jpg

26.jpg

27.jpg

28.jpg

29.jpg

30.jpg

31.jpg

32.jpg

33.jpg

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...