Jump to content

Fatiha Khalful Imam


Qadri

تجویز کردہ جواب

ASALAM-O-ALIKUM JANAB MUJY sURAH-E-FATIHA imam k pechy nahi parhne pe Hadees chahiye jo nabi pak khud bayan kar rahe hon ya koi sahabi an say riwayat kar rahe hon kiyon k wahabi ka Ehtaraz hay k Imam k pechy surah-e-fatiha parh sakhte hain...main nay us ko qirat k mutalik hadees dein to woh bol raha tha k Yeh to hum bhi mante hain k qirat nahin karna chahiye kiyon k nabi pak sallallahu alyhe wasallam ka farman hay k imam k pechy surah-e-fatiha parh sakhte hain surah-e-fatiha k bad koi qirat nahi kar sakhte us ki bayan karda kuch hadees pesh kar raha hon pls jawab dein sahi hades say

 

 

1nabi pak sallallahu alyhe wasallam nay farmaya jis nay surah-e-fatiha nahi parhi us ki namaz naqis hy ek sahabi nay pocha k jab hum imam k pechy hon tab kia karin to abu hurera radi allahu anhu nay farmaya k apne nafs (dil) main parh liya karo ??((Muslim baab wajod qirat fi kuli rakat h395

 

2imam bukhari bhi imam k pechy surah-e-fatiha k qail the anho nay apni kitab juzul qirat main likha hy k imam k pechy Qirat ka mana hay surah-e-fatiha ka nahin ??

 

3abdullah bin abbas r,a nay farmaya imam k pechy surah-e-fatiha parho ((ibn-e-abi sheba jlld.1 h3773

 

4 ubada bin samit r,a imam k pechy surah-e-fatiha parhne k bad farmate hain ji haan srah e fatiha k bagher namaz nahi hoti ((ibn e abi sheba jild 1 h3770

 

5nabi pak nay fajar ki namaz parhai aur phir sahaba say pocha kia tum imam k pechy kuch parhte hoo ? to farmaya haan to farmaya surah-e-fatiha k alawa kuch na parha karo kiyon k jis nay surah--fatiha nahi parhi us ki namaz he nahi ((abu daud,,tirmizi)))

Link to comment
Share on other sites

sege madina bhai app nay shayad mera sawal gor say nahi parha qirat ko to woh bhi mante hain mager mera ektalaf to an say imam k pechy muqtadi fatiha parhe ga ya nahi is pe hay ?? app mujy Asi hadees jo jis main sarkar sallallahu alyhe wasallam nay farmaya ho k imam k pechy muqtadi Surah-e-fatiha nahin parhe umid hy app mera sawal parh kar mujy an hadeson ka jawab de ge taake main us ko jawab de sakhon

Link to comment
Share on other sites

Masha ALLAH

 

Chishti Qadri bhai bhut bhut shukira :)

 

 

@qadri bhai

 

Badmazhabon ki kitabain parhna ya un say behs krna sakht manna hay ... jab aapkay pas itna ilm nhi hay k un ka radd kr skain to un say behs na krain ...... Badmazhabon say door rhain aor apnay eeman ki hifazat krain ...

aor behs ki bjaye Ulma-e-Ahl-e-Sunnat ki Tasaneef say behramand hon.

 

 

Is Mozu per yeh kitab bhi Mufeed sabit hogi:

 

Muqtadi Fatiha Kion Parhay:

 

http://library.faizaneattar.net/Books/index.php?id=436

 

Download :

 

http://library.faizaneattar.net/download.php?id=436

Link to comment
Share on other sites

ASALAM-O-ALIKUM BHAI APP KI THORI HELP AUR CHAHIYE THE MUJY IS HADES K BARY MAIN COMPLETE DETAIL DEIN K YEH ZAIF HAY YA NAHIN AUR AGER YEH NABI PAK NAY FARMAYA TO KIYON PARHAAY JAB QIRAT KARNII HE NAHI HAY TO IMAMA K PECHY ??

 

 

1nabi pak sallallahu alyhe wasallam nay farmaya jis nay surah-e-fatiha nahi parhi us ki namaz naqis hy ek sahabi nay pocha k jab hum imam k pechy hon tab kia karin to abu hurera radi allahu anhu nay farmaya k apne nafs (dil) main parh liya karo ??((Muslim baab wajod qirat fi kuli rakat h395

 

 

2 DOSERI BAAT YEH K BUKHARI KI WOH WALI HADEES K IMAM RUKU MAIN THA SAHABI RUKU SAY LAGE NAMAZ K BAD RASOLLAH SALLALLHU ALYHE WASALLAM SAY POCHA GAYA K ANHO NAY FATIHA NAHI PARHI AN KI NAMAZ HO GAI TO ANHO NAY FARMAYA NAMAZ HO GAI bUKHARI IS HADES KA MUJY COMPLETE HAWAB DEIN PLS AUR HADES BHI ..

 

3 JAB QURAN PARHA JAY TO US KO SUNO AUR KHAMOSH RAHO ?? QURAN ...KISI BHI MUHADISEN KA QUIL BATAIN JIS NAY KAHA HO YEH AYAT NAMAZ K LIYE NAZIL HUE YA IS KA HUKUM MUQTADI K LIYE HAY ???

 

YEH SAWALAT MAIN APNI MALOMAT K LIYE KAR RAHA HON OK I HOPE K APP ACHA JAWAB DEIN GE PEHLY KI TARHAN ..JAZAK ALLAH

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...