Jump to content

Kya Store Main Phenki Hui Cheezein Istimaal Kar Saktay Hain?

islam

تجویز کردہ جواب

33a9l5k.gif

1-) agar koi shakhs kissi aissi jaga pe kaam karta ho jahan pe store walay cheezain garbage main pheank detay hon to kya hum un cheezon ko chupkay say utha kar kar apnay liey istimaal kar saktay hain jab keh galib gumaan yahi ho keh employer ko iss baat kar bura nahi lagay ga.

maslan, kabhi custmer istimaal karnay kay baad kissi wajah say apnay product ko return karta hai aur store walay uss product kay khul janay ya istimaal ho janay ki wajah say dobara to nahi sell kar saktay iss liey pheank detay hain, jaissay kay shampoo, skin cream, medecin wagaira

2-) kissi product mein agar

Cetearyl Alcohol, milli ho to kya usay istimaal kar saktay hain?

Edited by islam
Link to comment
Share on other sites

(wasalam)

Jab store walon nay phaink di to means k unki traf say ijazat hay k jo bhi utha k lay jaye ... lihaza un ashya ka istemal durust hoga

Aor jhan tak Alcohol ki bat hay to baz ulama-e-kiram nay , aesi medicines jin main alcohol mili ho , ka istemal krny per jwaz ka hukm irshad farmaya hay ..

Link to comment
Share on other sites

doosray sawal kay jawab par agar aap mazeed bataey to sahi tareeqay say samjh a jaey gi, agar aap ghaur farmaein to yeh koi CETEARYL ALCOHOL hai, aur iss ko banaey ka tareeqa mukhtalif ho ga aur yeh yaqeenan wo wali alcohol nahi hogi jo keh log peetay hain kyon keh iss ka istimaal medecin main hota hai. agar aap uper wali CETEARYL ALCOHOL link par click karein to wikipedia ki site khulay gi aur shaed uss main unhon nay bata hai yeh kaissay banti hai aur kyon banai jati hai. shukrya

bhai is silsilay main behtar hay k aap Dar-ul-Uloom amjadia Karachi say ruju farmain ... dar-ul-Uloom ka phone number hay

02134949011

mumkin ho to jwab yhan bhi post kr dijiay ga

Jazak Allah

Edited by Usman Razawi
Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

kya koi dawateislami kay kissi mufti saab ko ya mufti akmal saab ko phone kar kay yeh pooch sakta hai please? mufti akmal saab ka number issi section kay doosray thread main majood hai.

wikipedia pe jo iss alcohol ka bean kiya gaya hai uski kya translation banti hai? aur waissay bhi meri maloomat kay mutabiq to imam-e-azam razi allah tallah unhou ka yahi fatwa hai keh dawai main agar alcohol milli ho to uska istimaal jaiz hai, agar dawai main jaiz hai to yaqeenan skin cream main bhi to jaiz hi hoga. aur waissay bhi yeh wali alcohol meri maloomat kay mutabiq drink karnay wali to nahi hai, beherhaal

Edited by islam
Link to comment
Share on other sites

yani keh agar yeh wali alcohol skin cream main mili ho to uska istimal jaiz hai aur aissi cream laga kar namaz bhi pard saktay hain?

agar aissa hai to aap nay yeh kissi mufti saab say poocha hai ya kahin pe para hai?

ji han .... alcohol mili cream ka istemal jaiz hay aor isay lga kr nmaz bhi parh sktay hain

http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=17821

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

kya yahan pe koi mufti saab hain ya koi kissi mufti saab say pooch kar bata sakta hai keh agar kissi product/dawai main 27% grape alcohol solution ho to us ka istimaal jaiz hai?

kyon iss product jiss ka naam LARCH hai uss main 27% grape alcohol bhi likha hua hai, http://www.vitacost.com/Bach-Flower-Remedies-Essence-Larch

Edited by unknown
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...