Jump to content

Sitar Kay Baal Saaf Karnay Ka Tareeqa

islam

تجویز کردہ جواب

Asalamou Alekum WarehmaTullah Alehi WaBarakatou

mainay suna tha keh har 40 din kay andher sitar kay aur baglon kay bal saaf karna zaroori hai, amtor pe log kenchi ya raser say sitar kay baal saaf kartay hain, kya aag ki lou say bhi baal saaf kar saktay hain ta'k baal achi tarah say aur jaldi saaf ho jaey? aag yani lighter ya machis ki teeli say

Link to comment
Share on other sites

(wasalam)

Aesa nahi krna chahiay , is se jism ko nuqsan ka andaisha hay

http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=17405

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Asalamou Alekum WarehmaTullah Alehi WaBarakatou

bohat shukrya janab!

lekin andesha to kenchi aur raser say bhi hota hai us say bhi to khoon nikalnay ka khatra hota hai aur agar zakham ho jaey to istanja karnay main bhi dishwari hoti hai. aur zair-e-naaf saaf karnay ka amal to meri maloomat kay mutabiq har 40 din kay andher karna zaroori hota hai aur kenchi raser say saaf kartay waqat zayada waqat lagta hai aur ajeeb-o-ghareeb khial bhi anay ka andeha rehta hai, jab kay lighter li aag say kuch hi minton main sara kaam ho jata hai neez raser say saaf kiey huay baal jab bartay hain to chubnay lagnay lagtay hain jiss say takleef hoti hai jab kay lighter say ghaliban aissa nahi hota.

aur waissay bhi jism ko kya nuqsaan phonchay ga lighter ki lou say?, hum nay konsa lighter ek hi jaga jamaey rakhna hai,

Edited by islam
Link to comment
Share on other sites

On 3/25/2010 at 8:19 AM, islam said:

WaAlaikumusalam

bhai darasal yeh masla kisi kitab main meri nazar say nahin guzra ... isiliay Mufti sahib se daryaft kia tha jo hukm unhon nay byan farmaya wo main nay yhan byan kr dea ,,,, wesay Muslman k balon ko jlana nahi chahiay ..... balkay zameen main dafan kr dena chahiay ... JazakAllah

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...
On 4/6/2010 at 7:17 AM, islam said:

main to hazrat bas time bachanay kay liey kar raha tha, kyon keh mujhay kenchi ustra lay kar bina kapron kay sitar saaf karna kuch ajeeb sa lagta hai, poochna to bas yahi tha keh kahin aag say saaf karnay say Gunah to nahi hota.

Maachis waghera k zareay aag ki lo say balon ko jalana durust nhi

http://mufti.faizane...wer.php?Q=17896

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...