Qadri مراسلہ: 14 مارچ 2010 Report Share مراسلہ: 14 مارچ 2010 Asalam-o-alikum janab meri ek wahabi say shirk pe baat ho rahe the to us nay mujy shirk ki daffination samjhne k liye yeh hadees sharif dekhai plz mujy yeh batain k yeh riwayat sahi hay ager sahi hay to muhaddisen kia kehte hain is riwayat k bary main hadees ki sarah main ?? Kia yeh daffination sahi hy ?reply must Yeh is Hadees ki Sanad di hay us ny pls reply karin ((Hadasana ahmed bin amr bin abi aasim az zahaaq bin makhlad hadasani abi amr hadasani abu aasim amba shabeeb bin bishr sana ikrama un ibn e abbas)) Hadees: Al-hadees nabi pak sallahu alyhe wasallam nay farmaya badtareen shirk woh hy kisi k ghar main chor ayee or chor us k kutty k hokne say bhag jay aur woh subha uth kar bole k ager mera kutta nahi hota to mery ghar main chori ho jati farmaya us bande nay yeh badtareen shirk kia is nay kutty ko (mazallah) allah ka shareek bana diya ((tafseer-e-ibn abi hatim ,jild 1 ,58 hadees 227 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 15 مارچ 2010 Report Share مراسلہ: 15 مارچ 2010 bhai jawab jald diya jae ga , aap befiker rahein اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 16 مارچ 2010 Report Share مراسلہ: 16 مارچ 2010 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri مراسلہ: 16 مارچ 2010 Author Report Share مراسلہ: 16 مارچ 2010 Asalam-o-alikum bhai acha jawab hay but woh wahabi nay muj say bola hay k Asma o Rijal ki kis kitab main parha hay yeh app Asma o Rijal ka page no jild send karin jis main sahabi ko Zaif kaha ho ? Ekharma Zaif rawi hy ?? reply اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 17 مارچ 2010 Report Share مراسلہ: 17 مارچ 2010 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 17 مارچ 2010 Report Share مراسلہ: 17 مارچ 2010 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri مراسلہ: 17 مارچ 2010 Author Report Share مراسلہ: 17 مارچ 2010 Janab app Asma o Rijal say Ekharma ko Zaif wavi sabit kar dein ya page upload kardein Asma o Rijal ka aur imam bukhari nay munkir e hadees kahaa hay us ka bhi hawala dein mujy main Us ki bolti Band karna chahta hon JAZAK ALLAH BHAI APP KA اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 17 مارچ 2010 Report Share مراسلہ: 17 مارچ 2010 qadri sahib tehzeeb uttehzeeb ismaurrijal ki kitab hi hai . اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 18 مارچ 2010 Report Share مراسلہ: 18 مارچ 2010 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔