Jump to content

Mukhalifeen Ka Madani Channel Se Bughuz

Qasim bhai

تجویز کردہ جواب

is main jwab kahan hay??

eska jawab ya hay kay agar tv. ch dawat-e-islami ne khola tu halal hogia es se phlay haram thaaa...or abhi bhi madni ch ki tasveer halal hay baki haram .........hadees kay mutabik KUTA/TAASVEER jis ghar may hogi waha rehmant kay farishtay nahi atay.........

dawat-e-islami ka zulm daikho k unki waja se abb dawat-e-islami ki masjido may bhi rehmat kay farishtay nahi aiay gay......

Link to comment
Share on other sites

  • جوابات 53
  • Created
  • Last Reply

hahahah ...... ager aap ka aqeeda yehi hay k dawat-e-islami cheezon ko halal haram krnay wali hay to aapko aapka aqeeda mubarak ho...

behrhaal , jwab nazar nhi aarha,,,,

jwab ka intezar hay

Molana sahib ki bat likhiay aor phir aap molvi qasim bhai is ka radd likhiay

aap k jwab ka aik bar phir intezar rhay ga

Chalay app hans kar apni jahep mita tay rahoo.....jawab daychuka hoo anywayzz...agar app ko tafseeli jawab chiay tu sawal threer karay ...... sawal yaha per likh do nawazish hogi....

Masha Allah

Ab majbooran aapko inhi tifl tasalion se hi kaam chalana pray ga

pta nhi aap neend main hain ya behoshi k aalam main hain ya madhoshi main hain , k aapko abhi tak pta hi nhi k fareeq-e-mukhalif ka mutalba kia hay

ham har kisi per nwazishat nhi farmatay laikin chalain is dafa aapko btaye detay hain k

aap ne suwal kia , ham nay jwab dea ... jo k aap samat farma chukay hain lihaza ab aap us jwab ka radd likhiay

pehlay Molana Ilyas Sahib ki baat likhiay k unhon nay apny jwab main yeh kaha hay phir aap us ka radd likhain k yeh jwab is wja se ghalat hay..

umeed hay jaag ker parhain ge to baat samjh aajaye gi

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Nind may tu app loog hoo jo dawat-e-islami kay galut kaam ko support karahay hooo....... app ne kia jawab dia??? maira sawal thareer may tha tu thareer may daitay link lagana shoro kion kardiay......... app ne awaz may sawal kia tha tu chlay hum bhi awaz may jawab day rahay hai......

woo bhi kisi amm awaz may nahi ALLAMMA TURAAB-UL-HAQ ki awaz may........ dil khoosh hojay ga app ka .. 0804.mp3 - 0.29MB or http://www.zshare.ne...793493d9a7ed71/

Edited by Qasim bhai
Link to comment
Share on other sites

Kia Shah Sahib aap k nazdik Mustanad hain?

doosri baat shah sahib Un Ulama-e-Kiram main se hain k jo Tasweer-o-Movie ki hurmat k qail hain

aor mera mutalba aap k sar abhi bhi baaqi hay....k Molana Sahib ka radd farmaeye...

Shahid app ne gawara nahi kia sonay ka k woo kia jawab day rahay hay ......... dobara sonay....

Link to comment
Share on other sites

On 1/28/2010 at 8:21 PM, Qasim bhai said:

bus sirf app hee theek hoo ............ heeheh apnay mia mitho na bano.... awaz ka jawab awaz may link ka jawab link may daydia hay abb agar jawab tharer may chiay tu app bhi sawal threr may yani likh kar dooo..... asan se baat samjh nahi arahi app kay ? wake up

Miyan mithu to aap ban rhay hain k main nay wjab de dea

aap chahay aawaz main jwab dain laikin dain to sahi....

yeh hmaray suwal ka jwab nhi hay

aor shah sahib k baray main apna moqif btanay se dartay kion hain aap?

jwab ka intezar rhay ga

Link to comment
Share on other sites

Attention plz Mod , Admin ............ may ne yaha kuch pages attach kiay thay Risala Raza-e-Mustufa saw say joo bagair waja batiay del kardi gai.... ya es forum kay kisay asool hay mita mita hup hup karwa karwa thu thu..... agar ya asool hay tu es forum ka koe faidha nahi jis may dosray ki baat naa soni jaiay or sirf apna raag lapa jiay.....

Link to comment
Share on other sites

okay mujhay bataya jiay dear mods orr dear admin sahab app ne mari post kion delete ki thee bagiar koe reason baiay bina..... usmay app ko kia galut laga?

2nd .... usman shab may ne woo audio sonh li hay woo tu ch. kholnay kay liay ground banaya jarah apnay hee kisi mureed kay zariay sawal karwaya jaraha phir uska jawab dia jaraha hai or khud hee sawal kar bataya jaraha k esa cha hona chiay jooo esa hoo ......... ya ch start karnay k liay hee sawal kia gaya .......

maira sawal kia mureedo ki arzo per atna bara kadam uthana akalmandi theee??? Moulana Hasan Ali Rizvi ka sab se bara atraaz tu yahee hay kay Na-tajrubar kar nai mureedo or jawanoo kay zariay sharai maslo ko chira jaraha or apni man-mani ki jarahi hai .....

or un hee kay khanay per Ameer dawat islami ne t.v. ch khool lia .... bhi MashaAllah .

Assalamo ala man ittabilhuda....

Raza e Mustafa Walon k Aitiraz Ka ager Jawab Ap Ko Perhna Hay To Ap Mazllom Muballigh ka mutala'a karain. Aisay faroo ee Ikhtilafat ko Zair e Behes lanay ka Koi Faida Nahin.

Mazeed Ye K Sab Dekh Hi rahay Hain K Ap apna Moaqqif sabit Hi Nahi Ker Parahay Jab K Ap Ko Is Ka Jawab Diya Bhi jachuka Hay Jis Ka Jawab ul jawab Ap Per Udhar Hay.Or Ye Kehna K Text ka jawab Text Men Or Audio Link Ka Jawab Audio Men Hona Chahiye To Ap Ko Bilkul Ijazat hay K Is Audio K jawab Men Ap Bhi Koi Audio Link Dedeejiye Jis Se Ye Sabit Hota Ho K Ameer e Ahl e Sunnat Ne ghalat Kaha Ho...(Jo K Ap kabhi Nahi Kersaktay).

mazeed Agr Ap Chahain To is Text ka Bhi Mutala'a Kersaktay hain:

p1.gif

p2.gif

p3.gif

p4.gif

Link to comment
Share on other sites

phali baat tu ya hay k app ne jo gair aklaki harkat ki hay kay maray pages del kardiay k ya foroiee masla hay..... kab tak chupao gay agar D.I ne aik galut kam kia or unkay hee hum mazhab ne us per kuch likh dia thee usay kab tak del karo gay ???

dosri baat may ne jo kuch dawat islami k ch kay baray kha woo yaha likha tha phir jawab may likha hona chiay ...jawab mil jaiy ga

Mian Dawateislami sa Taluq nahi rakhta likin main aap ka mutabiq aik brelvi hon tu mera jawab sun lo ager Tableegi jamat par deobandi ualam ki kuch batain dekha don tu aap kaya kaho ga.

Link to comment
Share on other sites

Assalamoalikum to all bhai me bhi TV kay baray me bohot confused hoon mere kuch sawal hain

1. Bageer Cable lagaey TV Halaal hai ya Haram?

2. Kia sirif madni channel ki waja se TV Halaal hua?

3. Agar kisi waja se MAdni Channel khatam ho jae ya nahi aa raha hoo.....to phir kia TV haram ho jaega? ya Halaal hi raheega??

4. Madni channel kay leye Cable lagana zaroori hai. to kia phir cable lagana bhi jaiz hai?? jismen 99 channel fahashi kay atay hain?

5. or kia cable operator ki nokri karna bhi jaiz ho jaega?

ye sawalat mere zehen me mojod hain plz jawab de kar position wazeh kareen

Edited by Rizwan Q
Link to comment
Share on other sites

السلام علیٰ من اتّبع الھدیٰ

Hairat Hay K Itnay Lambay Topic Men Ap Ko Apnay Aitirazat K Jawabat Nazer Nahi Arahay...

Khair...

Ap In Chand Swalat Per Ghor Karain Ummeed Hay Ap Ko Confusion K Marz Se Kuch Afaqa Hojayega

1.Internet ka Istimal Kerna Halal hay ya Haram?

2.Bilfarz Agr Kisi Waja Se Internet Per Tamam Islamic Sites Band Hojain Tab Kia Internet ka Istimal Halal Hoga?

3.Kia Sirf Islamic Sites Ki Vaja se He Internet Halal Hoga?

4.Baishter islamic Sites ka Visit Kernay,islamic Books Net Per Se Download Kernay K Liye Net Ka Connection Laina zaroori Hay,Jis Per 99% Fahasi O Uryani Hay,To Kia Aisi Soorat Men Bhi Net ka Connection laina Jaiz Hoga?

Filhal In K Jaawabat talash Karen ager Mil jain To zaroor Share Karen.

Madani Channel K baray Men Aik Dafa Phir Post# 10,16 or 39 ko Dekha Lain..

assalamoalikum APka sawal oswaqt ehem hota kay agar Computer or Internet pehle haram qarar dia gaya hota or bad me halal ho jata...

mene ap se jawab manga tha..likin ap ne sawal kay oper sawal kardia? or apkay sawal ki koi logic nahi banti...

wese to me ye sawalat bohot saray ulmaa se or net per bhi sent kar chuka hoon...likin har taraf se ya to wait karne ka kaha gaya ya phir khamooshi hai...muje yahan bhi yahi umeed hai kay jawab nahi mil pae ga....

mere bhai i am a student....mere zehen me 1 confusion hai....me chahta hoon ap door kardain...agar nahi kar saktay to bata dain...

ap ne jo mujse ulta sawal kar dia hai...wo sawal oswaqt ehmiat ka hamil hota jab kay Internet or Computer pehle haram qarar dia gaya hota or baad me halal qarar dia gaya hota....to phir logic banti apkay sawal ki...likin computer or internet ko jab se aya hai kisi bhi maslak me haram qara nahi dia gaya....ab 1 cheez jo haram thi hi nahi to ap phir kese osper halal hone kay sawalat karr rahe hain??????????????????

ab mera ap se sawal hai TV pehle haram kioon tha?? halankay kay jab TV haram tha oswaqt bhi TV per Qurani Channel atay thay??? to phir haram kioon tha.....or baad me halal kioon hua....iski koi waja?????

kia sirif madni channel ki waja se TV Halal hua...

baqi sawalat me oper kar chuka hoon

sawalat karne ka maqsad ye maloom karna hai kay Bareelvi maslak is baray me kia aqeeda rakhta hai...barai mehe bani sawalat ki bunyaad per jawab de kar position wazeh kareen

(bis)

(saw)

السلام علیٰ من اتّبع الھدیٰ

bhai baat ye hy k TV per HARAM ka fatwa lagny ki waja (illat) Tasweer k hukm ki waja sy thi,

magar ub choonky ye PROVE ho chuka hy k Video aur pix ki SOFT COPIES Tasweeeer k hukm me nhe hain.......

to jab Illat khatam ho gai to FEE-NAFSIHI video banana haram to na raha!!!!

n Madani Channel ki Wajha sy Halal ka fatwa nhe aaya..........bal k Halal ka fatwa aany ki waja sy madani channel shuru kiya gaya.........

aap Madani channel k aany sy tkreebun aik saal pehly hony wala madani muzakra Dawateislami.net sy download kr k sun skty hain.........

Mery Shaikh e Tareeqat, Ameer e Ahlesunnat (m-a) aap k tamam suwalaaat ki clarifications us Muzakry me ata frma chuky hain.......

Video k Mas'aly py ulama ka ikhtelaaf hy, aur jab Masa'il me Ulama Ka ikhtelaaf ho to aap kisi ko b follow kr skty hain,

hamary Piyary AAQA (saw) k frmaan ka mafhum hy,

Ulama ka ikhtelaaf awaam k liye ba'is e Rahmat hy

WALLAHU TA'AALA AALAMU WA RASULUHU AALAM (azw) wa (saw)

Link to comment
Share on other sites

sawalat karne ka maqsad ye maloom karna hai kay Bareelvi maslak is baray me kia aqeeda rakhta hai...barai mehe bani sawalat ki bunyaad per jawab de kar position wazeh kareen

(bis)

(saw)

dis matter is not ov AQAAID, its da matter ov MASA'IL,

n barelvi maslak k baaz ulama video ko jaiz kehty hain, jab k baaz ulama na jaiz kehty hain......

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

* jo ulama Jaiz kehty hain unka Point ov view yehi hy k Pc ki screen py ban'ny wali tasweer pixels ki form me hoti hy, which is dispersed away as soon as we close that particular picture file!!!!

(u can find its Scientific prooof on net as well)

ub jb jawaz ka fatwa jin ulama ny diya, in their point ov view, Internet aur TV k istemal ka hukm SAME ho gaya.......

* Jo ulama isko najaiz kehty hain, unka apna point ov view hy, k ye tasweer k hukm me aati hy, n they hv their own logics......

Dawateislami waly, bal-k khud Dawateislami k Ameer Hazrat Maulana Ilyas Attar Qadri Razawi (m-a) in dono qism k ulama k point ov views ki respect krty hain........

and in dis respect (making video), they are following the scholars who gave da fatwa in da favor ov Video!!!!

aur duniya jaanti hy, k video k JAWAZ k fatawa pehly aay, Dawateislami ka Madani channel baad me aaya..........

Link to comment
Share on other sites

(salam)

(azw)(sa) madinah_madinah sis ap ne bht achay andaz men vdo k jawaz k baray men bataya...

mazeed rizwan q sahib ap ne kai jaga fatway lainay ki koshish ki mgr ya to khamoshi rahi ya wait kernay ka kaha gaya yaqeenan ap ko jald wahan se bhi jawab mil jayega filhal ap mufti haroon sahib ki zabani apni is confusion ka ilaj sun saktay hain:

Madani Channel Ghar Men anay K Nuqsanat

madani Channel Kion Start Kiya Gaya?

baqi ye bhi zehan nasheen karen k agr Madani Channel ka start kerna kisi lihaz se ghalat hota to ab aik saal se ziada hogya kisi mutanad mufti ne is k khilaf fatwa nahi diya bal k ulama e karam ne is ko saraha or pazeerai farmai hay (azw)(al)

agr un ulama ki pazeerai k baray men ap janna chahtay hain to is kitab ka mutala'a farmain:

madani Channel k baray men ulama o shaksiyat k ta'assuraat

is k ab tak 5 hissay achukay hain abhi ap pehlay hissay ka mutala'a karen agr mazeed ka mutala'a kerna chahain to dawateislami ki website per search kerlain.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...