ASADULLAH مراسلہ: 1 فروری 2010 Report Share مراسلہ: 1 فروری 2010 Assalam o Alaikum Aaj kal Sheikh Imran Nazar Hosein buhat mashhoor hain dajjal aur yajojmajooj k topic pe guftugo karte hain unki beshumar videos aur books bhimanzar e aam pe hain. Aleemyah Institute Karachi se taalim yafta hainaur principal k faraiz bhi anjam de chuke hain. Kya woh Ahle Sunnah hain plz rehnumai farmain kyun k woh khud ko HazratFazl ur Rehman ka student batate hain lekin kehte hain na mein barelvihun aur na deoband. in ki website bhi vist kar sakte ho its www.imranhosein.org اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Basir مراسلہ: 2 فروری 2016 Report Share مراسلہ: 2 فروری 2016 (ترمیم شدہ) السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ عمران حسین ملیشیا میں مقیم ہے۔ اپنے آپ کو ڈاکٹر فضل الرحمان انصاری کا شاگرد کہتا ہے۔ تنظیم اسلامی کا رکن بھی رہ چکا ہے۔ اس کے لیکچرز اسلامک ایسکاٹولوجی پر ہوتے ہیں۔ وہابیوں پر تنقید کرتا ہے۔ اپنے آپ کو صوفی کہتا ہے۔ Edited 2 فروری 2016 by Basir اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 2 فروری 2016 Report Share مراسلہ: 2 فروری 2016 Maulana Fazal ur Rehman kay baray meh mujjay ilm nahin kay woh kesay aur kon thay. Magar Imran Hussain Sullah Qulli aur ek bewaqoof banda heh. Pata nahin kistera log is ko suntay hen. Kohi patay ki baat nahin is kay bayanat mein. Hadith kay zahir ko esay gol guma guma kar esay bey tukkay mana karta heh kay Mirza qadiyani ka shagird lagta heh. Jistera Mirza Imam Mahdi walay aur Dajjal walay Ahadith ki taweelat karta thah ... yehni Arya Samaj walay Dajjal hen, Christian missionary Dajjal hen. Is ko bi yahi maharat hasil heh kay bey-tukkay mana biyan karta heh. Hadith meh aya heh kay falan darya sookh jahay ga toh sona niklay ga ... is ka mana yeh keeya, yeh gold nahin balkay American dollar heh. Aur gold nikalnay say rokay janay ka matlab heh kay dollar meh trade nah karo.Is ki sab kahani baazi meh khadam nay sirf ek hee kaam ka point note keeya, qarn ash shaytan meh qarn ka mana ek zamana, ek mukhtasar waqt kay mafoom meh istimal huwa heh. Yehni hadith ka mafoom yeh bataya kay Najd say Shaytan ka ek mukhtasar waqt jari hoga ... joh fit hota heh, keun kay pichlay teenso saloon meh Wahhabiat pehal hee rahi heh ... yeh Wahhabiat ka zamana heh ... in ki jhooti baten bi logh maan kar in kay saath ho jatay hen aur hamari sachi sun kar bi kohi nahin aata, joh peechay guzray hen aur joh ainda zamana ahay ga yeh sab Wahhabiyon ka heh yeh pehal jahen gay aur ham khatam ho jahen gay aur phir ek dafa Islam pehlay ga Madinah say.Imran Hussain ki yahi ek baat heh jis ki agar bunyad yehni qarn ka mafoom darust ho toh meh keh sakta hoon kay darust heh baqi sab chavlen aur baqwasat ka mujmua heh. 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Basir مراسلہ: 3 فروری 2016 Report Share مراسلہ: 3 فروری 2016 واقعی، اس کی حدیث کی وضاحت مختلف ہے جو اقابرین کی کتب میں نظر نہیں آتیں۔ کاغذ کے نوٹ کے استعمال کو بھی حرام کہتا ہے۔ حالانکہ اعلی حضرت اس پر واضح ارشاد فرما چکے ہیں۔ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Basir مراسلہ: 3 فروری 2016 Report Share مراسلہ: 3 فروری 2016 ڈاکٹر فضل الرحمن انصاری مولانا عبد العلیم صدیقی کے داماد تھے۔ علیمی انسٹیٹیوٹ کے بانی ہیں۔ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔