mery chahcu (m islam) ki wafa hui unho nay waris chory 1 maa(fatima) ,2 betian (sidar,sadaf), 1 bv (hanees) ,3 bhai (a.Ghaffar,A.Sattar,Iqbal), 4 behenen (slamat,sakina,sharifa,zubaida).
phr walida(fatima bibi) ka b intkal ho jata ha aur un k waris b wohi han jo oper mention kiye han.
1) wrasat ki takseem ka tarika?
2) kia behenon ko b bhai ki wrasat say hisa mliy ga ,behne shadi shuda han.
3) Kia dadi ki wrasat say pottion (sidra,saadaf) ko hisaa mly ga:
Quran o Hadees k hwala say mention karen. aur hisay b nkal then amount=200,000 (2 lack)
JzakAllah