Jump to content

کمیونٹی میں تلاش کریں

Showing results for tags 'rehta'.

  • ٹیگ میں سرچ کریں

    ایک سے زائد ٹیگ کاما کی مدد سے علیحدہ کیے جا سکتے ہیں۔
  • تحریر کرنے والا

مواد کی قسم


اسلامی محفل

  • اردو فورم
    • اردو ادب
    • فیضان اسلام
    • مناظرہ اور ردِ بدمذہب
    • سوال و درخواست
    • گفتگو فورم
    • میڈیا
    • اسلامی بہنیں
  • انگلش اور عربی فورمز
    • English Forums
    • المنتدی الاسلامی باللغۃ العربیہ
  • اسلامی محفل سے متعلق
    • معلومات اسلامی محفل
  • Arabic Forums

تتیجہ ڈھونڈیں...

وہ نتیجہ نکالیں جن میں یہ الفاظ ہوں


تاریخ اجراء

  • Start

    End


Last Updated

  • Start

    End


نمبرز کے حساب سے ترتیب دیں...

Joined

  • Start

    End


Group


AIM


MSN


Website URL


ICQ


Yahoo


Jabber


Skype


مقام


Interests


پیر

  1. meray sath deobandion kay 1 mufti tauqeer ne choti si debate ki us ne pehle kaha kay allah kay siwa koi banda b illm e ghaib nahi janta likan jab us ne meri taraf se quran o hadess kay dalael sune tu us ne kaha kay hum mante hain alah ne hazoor ko baaz illm e ghaib diya tha likan jab de diya tu phir kon sa ghaib raha q k ghaib to posheeda cheez ko kehte hain isliye hum deobandi hazoor kko illm e ghaib janane wala nahi kehte men ne us ko 2 jawab diye . 1: agar allah kay ata karne se woh ilm ghaib nahi rehta or tum log hazoor kay liye ilm e ghaib janane wala lafz istimal nahi karte tu phir allah kay liye kon se lafz istimal karo ge q k alah ne b tu bata diya tha allah ne bata diya tu woh cheez b tumare baqool allah kay liye ghaib na rahi ab allah kay liye kiya lafz use karo ge, 2: dosra main ne use ye jawab diya kay jo tum ne pehle etraz kiya tha kay ghaib ata hone kay baad ghaib nhi rehta woh tumare barhon yani madrash e deoband(india) kay barey mufti kasy nazdeek yeh eitraz hi ghalt hai. yakeen nahi ata tu dekh lo: agar kisi islami bhai ko is eitraz ka koi or jawab ata hai tu woh Zaroor bataye,
×
×
  • Create New...