کمیونٹی میں تلاش کریں
Showing results for tags 'namaze'.
-
Mubah Amal Ko Bagair Dalil Haram Nahi Kah Sakte..
اس ٹاپک میں نے shahabuddin quazi میں پوسٹ کیا اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
As Salamo alaiqum hazrat.... eid e milad un nabi.sallallahu taala aleh v sallam ka mahina jaise hi ata h vaise hi shaitan k chele tarah tarah ke waswaso aitrazato ki barish kr dete hai... inme ek aitraz aisa bhi h ki sahaba ne milad manaya tha kya...? ispr sunni ka jwab hota h. sahaba ka kuch na karna kab se dalil ban gaya.. balke millad musthb aur mubah amal k sath manaya jata. h.. iske haram hone ki kya dalil hai.. to ispr deo k bande aur gair k muqllid.. kahte h ki.. alahazrat ne apni kitab gaibana janaze ki namaz jaiz nahi me ye usool dia h ki jo nabi na kre vo jaiz nahi.. aur nabi ne na juloos nikala na aaj ke trike kar se milad vagaira manayA.. to vo. kyu najaiz nahi.. DUSRI BAT AAP HZRAT se janni thi ki .. deobndio ne wahabio ne apni kin kitabo me ye usool.likha h ki mubah kam k liye dalil zruri nahi hoti.. unke scan lg jaye to shaitaan k chelo ko ghr se hi muh tod.jwb mil jayenga Ur sunni wswso se bach jayenge.. nabi ke milad ki ap sbhi sunni hazrat membaran ko mubarak bad.. jazak allah..khair..- 4 replies
-
- mubahmusthab
- eid
- (and 6 more)