Jump to content

کمیونٹی میں تلاش کریں

Showing results for tags 'imkan kizb Tafseer Naheemi'.

  • ٹیگ میں سرچ کریں

    ایک سے زائد ٹیگ کاما کی مدد سے علیحدہ کیے جا سکتے ہیں۔
  • تحریر کرنے والا

مواد کی قسم


اسلامی محفل

  • اردو فورم
    • اردو ادب
    • فیضان اسلام
    • مناظرہ اور ردِ بدمذہب
    • سوال و درخواست
    • گفتگو فورم
    • میڈیا
    • اسلامی بہنیں
  • انگلش اور عربی فورمز
    • English Forums
    • المنتدی الاسلامی باللغۃ العربیہ
  • اسلامی محفل سے متعلق
    • معلومات اسلامی محفل
  • Arabic Forums

تتیجہ ڈھونڈیں...

وہ نتیجہ نکالیں جن میں یہ الفاظ ہوں


تاریخ اجراء

  • Start

    End


Last Updated

  • Start

    End


نمبرز کے حساب سے ترتیب دیں...

Joined

  • Start

    End


Group


AIM


MSN


Website URL


ICQ


Yahoo


Jabber


Skype


مقام


Interests


پیر

  1. Ye Ek Wahabi Ka Aitraz Hai, Iska Jawab Koi Taleeb Ilm Jarur Den . khair ab ye masla tafseer se b le lo Mufti Ahmed Yaar Khan Naheemi ek ayat ki tafseer karte hue likhte he :- . ho sakta he ke kuffar isaaiyo ( yahudiyo ) k kufr ki bakhshish hi murad ho or maqsad ye ho ke agr tu un kafiro or mushriko ko b bakhsh de to tujhe koi rok nhi sakta isi surat me ye arz o marooz shafat nhi balke rab taala ki badayi bayan karna he jese hazrat abdulillah bin umar ka farman he ke rab Taala sab ko dozakh me bhej de to uska adl he or sare bando ko jannat de de to uska raham he waha b rab taala ki qudrat ka zikr he { tafseer e naimee jild 7 safa 182} . ye lo barelwiyo dalil wo b tafseer se or wo b apke mufassir ki tafseer he ab bolo kuffaro ki bakhshish ka koi wada he ?? yahudiyo ki bakhshish ka koi wada he ?? balke in kuffaro ke khilaf sirf azab ki waeede nazil hui he mgr tumhara mufassir is ka qail he ke Allah inko b jannat me bhej sakta he Allah ne quran me khabar d he ke yahudiyo ki kuffaro ki bakhshish nhi hogi mgr tumhara molwi iska qail he ke Allah unki b bakhshish kar sakta he to tumhare usool se lazim ayega ke quran jhuta ho sakta he baqol tumhare mufti ke jab Allah apne wade k khilaf kar sakta he to lazim ayega ke Allaah ka kalam jhuta ho ab lagao na apne mufti pe fatwa ???
×
×
  • Create New...