Assalam-o-Alaikum Wa Rehmatullah,
Actullay i want to know the answers of all following questions:-
1. Muharram mein koi Khaas Nafli Ibadat ki jaati hai ? agar ki jaati hai to kon si hai ?
2. Tilawat-e-Quran-e-Pak ya Nawafil ada karnein k baad jo Dua ki jaati hai us ki kya tarteeb honi chiye. maslan agar mein tilawat k baad us k sawab anbia karaam aur aulia karaam ko bhejna chahta hoon to is k liye mein kya alfaaz istemaal karoon ga ?
3. Mazarrat aur Darbaar per Hazri ka tareeka kya hai ? aur dua kya karni chahiye ?
Jazak Allah
Allah aap ko apni hifzo amaan mein rakhe
Ameen.