کمیونٹی میں تلاش کریں
Showing results for tags 'farz uloom'.
-
Agar koi shakhs farz chore kar nawafil mein mashgool ho, to hadeeson mein us ki sakht muzammat aayi hai aur us ka woh naik kaam mardood yani maqbool nahi hoga. Hazrat Ali ka farman hai: فان اشتغل بالسنن والنوافل قبل الفرائض لم یقبل منہ واھین Jo farz chor kar sunnat o nawafil mein mashgool hoga, yeh qubool nahi hon ge aur khawar kiya jaye ga. Lehaza in tamam tar tafseelat se yeh baat wazeh hoi keh farz uloom ka hasil karna baqi tamam uloom se afzal treen hai is ilm ko chor kar koi bhi ilm hasil karna fazool hai. Tamam tar amaal ki asal ilm ka husool hi hai baghair ilm ke amal qabooliyat ke darje par faiz nahi ho sakta. Lehaza hamein apni aakhirat ki fikar karte hue ilm e deen ko seekhna chahiye khas tor par farz uloom ke bare mein janna, un ke bare mein maloomat hasil karna bhi farz hai aur aaj kal is dour mein hamare pass ilm e deen ke husool ke bahut mawaqe hain. Maslan farz uloom par mushtamil book pdf ki soorat mein maujud hain bilkul issi tarah hum ba-asani farz uloom course bhi kar sakte hain.
- 1 reply
-
- farz
- farz uloom
-
(and 1 more)
Tagged with:
-
Ahkam E Shariat 11Th Oct 2015 Topic Farz Uloom Kufr Kay Bare Main By Mufti Akmal Qadri
اس ٹاپک میں نے Rehan Raza میں پوسٹ کیا کیو ٹی وی
https://www.youtube.com/watch?v=3XZxFQnh7xw- 1 reply
-
- Farz Uloom
- AHKAM E SHARIAT
-
(and 3 more)
Tagged with:
-
Farz Uloom Kya Hain Topic Kufur ?ahkam E Shariat Live 10 October 2015, By Mufti Akmal
اس ٹاپک میں نے Rehan Raza میں پوسٹ کیا کیو ٹی وی
https://www.youtube.com/watch?v=sy8dh-Mb8qU- 1 reply
-
- Kufur
- ahkam e shariat.
-
(and 3 more)
Tagged with: