As salam alaikum
Arabi kay huraf ض ka makhraj aur awaz kaisay theak hai kuch loag isay zaal ki tarah pathay hain misal kay taur par walazzaaalin parhtay hain
kia aisa parhna sahe hai aur kisi tarah say daad ko zaaad parha ja sakta hai ? aisa jaan bojh kay zaal parhnay parhanay walay ka kia hukam hai