salam,
kuch log khas kar deobandi/hindu log tibrani or mustadrak alhakim ki hadees quote karky ye kehny ki koshish karty hain ki gaye ko na kata jaye ki isy khana bimari ko dawat dena hai, hadees bhi quote karty hain iski kya asaliyat hai jabki ala hazrat ka fatwa hai ki gaye katny se agar hindu naraz hota hai to ab to isy or kaata jaye,,,,?